Poteto se bani cream lagae aur gorapan paye

Poteto se bani cream lagae aur gorapan paye


Poteto se bani cream lagae aur gorapan paye




Doston aalu ek bahot commen sabji hai.sabjiyon me aalu kamse kam ek time to khaya hi jata hai.aalu me protin,fiber aur aalu ke chhilke me fiber bahot hota hai. carbohydrate bhi hota hai.aalu me fet bahot kam hota hai.aalu me vitamin C aur B kafi hota hai.Aalu mein folic acid bhi kafi hota hai.Minerals bhi bahot jyada hote hai Phosphorus,calcium, magnesium, zink hota hai jo hamari skin ke liye behtrin hai.vese bhi aaj kal shadiyon ka festival ka season chal raha hai.






kyunki december mein hi sab log jyadatar shadiyan karte hain jyadatar aur ese me mwri behno ko jarurat hoti hai saf aur kanch jesi skin ki aur jarurat hoti hai skin ki  dullness ko dur karne ki dun raat ghar ke kaam kar kar ke skin pe bahot kam hi dhyan de pate hai ham aur fir jab koi shadi ya festival mein jana hota hai to fir parlour bhagate hain bhot se logo ki ye problems hoti hai 



aur skin ke liye na jane kya kya kharche karlete hai parlour mein jakar mahangi mahangi treatment karati hai salons me ja kar treatment karvati hai.aur na jane kya kya lekin fir bhi kabhi kabhi satisfaction nahin milta isliye to aaj me apni behno ke aur kisi bhi umra ke logo ke liye aaj ek behtrin cream le kar aayi hu jo banti hai aalu se aur ye ek bahut hi simple remedy hai.






Aalu yani poteto skin pe



Aalu ek esa natural ingredients hai jo aapki skin ko naturally bleach karta hai. Glow bhi badhata hai aur aapke jo skin per dark spots hai chahe who age ki vajah se ho chahe who harmons imbalance ki wajah se ho ya sun exposure ki vajah se ho aalu is dark spots ko dur karne ki puri puri takat rakhta hai apne andar 




Ingredients aalu




Ek medium size ka aalu lena hai.aaluko achhe se dhole fir aaluko grate karke takriban do chammach juice nikalenge yaad rahe aslu ko chhilke samet lena hai. 

skin ko natural bleach karta hai.aur dag dhabbe saaf kar glass jesi skin deta hai.



Cucumber





dusri chij hai khira cucumber yebhi har gharme har mosam me aajkal available hai aur cucumber aapki skin ko hydroid karta hai ismein 90% pani hota hai.skin jab properly hydrate hoti hai to aapko jaldi se skin problem nahi hoti cucumber ko bhi great kar lena hai.aur juice nikallena hai mal mal ke kapde me dal kar 3 chij hai alovera gel aloe vera gel readymade hi lenge because plant wala hota hai us ko agar daloge to cream aapjki  jaldi kharab ho jayegi ek do din mein hi kharab ho jayegi 4 isme ham lenge ghar ki pisi hui haldi sirf ek pich jyada nahi 




Alovera gel pH balance maintain karega son exposure jab ho jata hai to uske side effect hote hain melenin jyada banna shuru ho jata hai. Aur melanin jab badhta hai to dark spots hote hain. to meleninke production ko bhi reduce karta hai aloevera gel dark spots ko bhi reduce karta hai aur skin ke pose jo bade hote ja rahe hain usko bhi shring karta hai.




Haldi






Haldi kya karegi haldi skin per glow 


aegi haldiagent Ke nishan ko kam karne ka kam karti hai chai fir chahe who rinkal ho ya fine lines ya fir dark spots ho


Nimbu




Dag dhabbe dur karke aapko ek clean aur Shiny skin deta hai.kil muhaso dur karta hai. Aur anti aging ka bhi kam karta hai.

Nimbu skin ke liye bahot behtrin haikahi se skin jal jati hai to vaha pe dag pad jata hai who bhi nimbu se khatam hota hai.Aur oily skin walo ke liye ti best hai nimbu


vitamin e capsule




Ye pigmentation ko Dur karne ke liye bahot bahot important hai. Aapki skin ko bhinai  life deta hai who hai vitamin E ka koi bhi source ho chahe who badam rogan ho badam rogan ka pure to tel hota hai who dalenge badam rogan se achcha koi bhi source nahin hai ismein bahut jyada vitamin e ka source hota hai. ek chammach badam ka tel ya ek chammach ek chammach badam ka tel ya ek chammach olive oil ya fir do vitamin E ke capsule jo bhi available hai vah aap ismein mila len


Banane ka tarika





Do chammach poteto juice do chammach cucumber juice do chammach alovera gel

Ek punch haldi  char panch bunde nimbu ki aur do vitamin e capsul in sabko achhe se mix kare aur ek air tite container mein bhar le aur fridge mein rakh le


Lagane ka tarika




Daily do time isko lagana hai.ek baar subha ek baar sham ko chehre ko pehle dho le fir apply karen iski self life hai 15 days bina refrigerator ke room temperature per yah cream kharab ho jayegi ab aaram se fridge mein store kar sakte hain 15 din ke bad yah kam nahin karegi asar nahi karegi kitne amount mein leni hai.is cream ko tin ungliyon e thodi thodi leni hai.aur pure chehre pe dot ki sakal me lagana hai aur lagane ke baad munh me hawa bharke fir halke hatho se fingar ko tap karni hai.isse  blood circulation badhega isase aapki cream ya serum  jo aap laga rahe hain aur deeply penetrate hota hai.ye chhote chhote step follow karne se aapki skin mein kamal ka asar ho jata hai





Jab cream lagayeto sirf face per na lagaye is cream ko hathon per gardan per kanon per bhi lagaen our fir kuchh hi week me iske asrat apne hathho chehre pe dekh paoge kesi lagi aapko meri crea jarur banaye aur lagaye faydey uthhaye dusro ko bhi bataye sadqa ejariya ka sawab milega khush rahe khushiya bante aapki dost ko de Ijazat.......

Post a Comment

1 Comments