Muh ki lar yani slaiva ke kya fayde
![]() |
Muh ki lar yani slaiva ke kya fayde |
Dosto aaj ham baat karenge slaiva yani muh ke andar ka thuk ras ya lar medicinal property se bharpur hai.seht pe iske chamatkarik fayde hote hai.Khane ko body ke andar le jaane se lekar khane ko pachane tak yani digest karne tak iska ek bahut important roll hai.Vaise to nature ne body mein hone wali bahot si bimariyon ka ilaj body mein hi rakha hai.To aaiae jante hain ki slaiva ko healing fuel ya health ke liye fuel kyon kaha jata hai.
Slaiva
Slaiva mein who sab kuchh hai jo hiling ke liye jaruri hai.Enzyme, antibodies,dard ko kam karne ki properties isme hai. Slaive ki vajah se yah hamare muh aur dant kharab hone se bache rehte hai. Munh ki Jilli ko chikna karke use jakhmon se bachata hai.jo khane nigalne aur bolne ke sath ho sakte hai. Jin logon ke munh mein slaiva kam kam banta hai unhen aksar zakham ho jaate hain. Dry khana Bina Kisi soup ya kari ke unke munh ke andar chipak jata hai.Aise dry mouth mein kitanu oaida ho haate jiski vajah se munh se badsmell aane lagti hai.juban ke andar ke tissues me sujan aane lagti hai.aur uncomfortable lagta hai.
Aapne notice kiya hoga ki munh dry hota haito khaneka test bhi nahi aata munh ki lar se khane ko nami milati hai.jitni der tak ham khana chabate hain utani hi der tak slaiva banta hai.jiski vajah se khana ngalne mein aur chabane mein aasani hoti hai. Khane ko test milta hai inmein pae jaane wale enzymes carbohydrate oaur fats ko energy mein convert karte hain. Yani hamare food ko energy main badal ke hamen takat dete hain. Jo bhi foid particles hamare dant mein chipke rahte hain unhen slaiva nikal je danton ko clean karta hai.ek hajar se das hajar ml lar hamare munh me banti hai.lar me slaiva parotid glad hormone paya jata hai jo badhti umra ko rokta hai.free me milne wali ye davai hamare liye bahot fayde mand hai.
Slaiva me protins aur minerals hote hain jo hamare danto ke animals ko protect jo hamare danto ke enemal ko protect karte hain danton aur masudo ko kharab honese bachata hai.this very good healing agent vese bho pehle ke log kaha karte the ki agar chehre pe funsi ho to hamare nani dadi kaha karte the basi thuk lagaye funsi pe to who thhik ho jayegi to esa hi hota hai ktoki slaiva mein antibacterial anti fungal anti inflammatory aur antiviral properties hai kisi bhi tarah ke ghav fode funsiyan aur eczema psoriasis tak ko theek karne ka ilaaj hai is slaiva mein subaha ke basi thuk me best ilaj hai aur subah ke basi slaiva se kisi bhi tarah ke dag dhabbo pe massag karne se who khatam ho jate hai 4 ya 5 mahine esa karne se daag bilkul gayab ho jayenge
Aapane Aksar dekha hoga ki jo kutte aur billiyon ko chot lagti hai to who apni juban se chat chat kar hi ghav ko theek kar dete hain.Chehre ke pimple se pareshan hai to usse bhi aap subah ki basi lar se halke hatho se massag kijiye isme camical nahi hote jo aapki skin ko damage kare Agar kide makode ke kaatne se jakham ho gaya hai ya khujali ho rahi hai to us per bhi aap slaiva laga sakte hain haina free me esy aur best treatment ghar baithe slaiva ek effective painkiller bhi hai.yeh ghaw pe lagane se dard mein bhi aaram milta hai. Brush aur kulli karke apne munh ko saf rakhiye taki unhealthy bacteria munh mein panap na sake aur aapke slaiva ki healing properties ko kam na kar sake
Slaiva 95% pani hota hai. Jiski vajah se ek natural moisturizer ka bhi kam karta hai. Dry aankhon ko nami dene ke liye bhi behtarin hai.jab aankhen lal ho jaati hai aankhon mein jalan hone lagti hai to roj subah uthkar aankhon mein kajal ki tarah munh ki lar lagaye aur aankhon ko band karke do teen second massag karen aankhon pe isse hi side improve hoti hai agar bacchon ke chashme ke number hai to who bhi nikal jaenge aur bade ko kisi ko hai to unko bhi nikal jaenge lekin jyada time lagega lekin jarur in sha allah utar jate hai.aur aankho ki roshni bhi tej hoti hai.bacchon ko jaldi nikalte hain.bado ko thoda sabar ke sath long time lagana hoga aankho ke niche dark circle ho to is subah ki basi lar se massag karne se dhire dhire thik honge
to hai na ye slaiva jesi chij bhi kitni behtrin allah pak ki neamat hai.bahot jyada thuke nahi ye jitna aapki body mein jata hai use le jaaye ab aapka dhyan rakhna hai ki roj subah warm water ke sath slaiva ko body mein nigalna hai. Diabetes ke rogiyon ko jo jakham hote hai uspe bhi basi lar lagane se fayda hoga body mein natural healing process chalta hai.mujhe bhi yaad hai.kuchh wakt pehle mujhe meri mumma ne bataya ki iske fayde hai jab mujhe elbow ke upar ki side gol ring jesa ban gaya tha aur vaha redness a gai thi to meri mumma ne mujhe ye laganeko kaha me roj subha lagati thi to thhik ho gaya mujhe bhi bahot kam aaya slaiva aap bhi is magical slaiva ke fayde uthhaye aur comment me bataye.......
0 Comments