Hyper pigmentation


Hyper pigmentation




Aaj ham baat karenge freckles chehre pe jo chhote chhote brown spots hote who  freckles kya hote hain .kese bante hai iska ilaj kya hai.kya aap bhi paresan hai.is dark spot se kya aap bhi freckles ki vajah se paresan hai.aur aap usko khatam karna chahte ho to ye post aap ke hi liye hai.


Doston aap ke face par jo tiny black spots ka cluster taiyar ho jata hai hamari chicks aur nose per use ham freakles bhi kahate hain.ye ek  taning ki tarah hi hota hai.jo flat hota hai. Yah painful aur harmful to nahin hota lekin chehre ko badnuma banata hai.wese freckles western country mein common hai.tipe 1 tipe 2 tipe 3 skin ke logo me jyada hota hai. Lekin india me ye light color ki skin yani fair skin ton  walo ko jyada hota hai.Specially females mein ye jyada hota hai.jab hamari skin me melanin badhane lagta hai tab yah dark color ke chhote chhote  freckles chehre per ho jaate hain.






Agar pregnancy ki vajah se ya Kuchh davaiyan Bhi Aisi Hoti Hai Jiski vajah Se Chehre per hay per pigmentation ho sakti hai aur Jyada Scrub karne se ya fir Jyada skin ko ghisne se bhi ye daag ho sakte hain. Perfume allergy heir die allergy cosmetic allergy se ye spots ho sakte hai.

 

Jyadatar ye sun expose genetical free disposition ki vajah se hote hain.jin logo ka rang gora hota hai unme ye bahot common hai.kyoki unki skin me tening ya sunburn saf dikhta hai.Even ke chhote chhote bacchon mein bhi yah dikhai dete hain. mostly freckles ek hi color ke hote hain Magar kabhi kabhi kuchh dark aur kuchh light color ke hote hain.dhup me jane ke baad aur bhi dark hote hai freckles







Freckels ke 2 tipe hote hai

1 Ephelids

2 solar lentigines

Pehle tipe me bahot hi chhote chhote hote hai.Yah freckles mostly light red ya brown color ke hote hain aur samar mein aate hain.jin logo ke balon ka color light  ho ya aankhon ka color light ho unko jyada hote hai.indian population mein usually nahi dikhai dete


2 solar lentigines 

Ye dusre tipe ke thode bade dikhai dete hai.aur ye sunburn jahan hota hai vahan dikhai dete hain. Common freckles se thode darkar ya brown hote hain.dekhiye freckles koi harmfull bimari nahi hai. Cosmeticly disturb karte hai.bus isse log apne aapko thoda low  fill karte hai.



Ham Kaise freckles ko treat kar sakte hain 

Freckles ko treat karne ke liye ya uska appearance thhik karne ke liye modern medical treatment ka istemal karna behtar hota hai.freckles ko treat karne se pehle who aapki skin ki janch karenge ye  freckles treatment depend karti hai 







kifreckles  ki darkness kitni hai.koi bhi treatment karane se faculus light hone lagte hain aur fir wapas nahin hote isliye medical treatment aapke liye bahut safe hai agar aap karvana chahte ho usmein alag alag  treatment alag alag tarike se karte hain. Aur iska Ilaaj bahut experience wale doctor dermatologist ke pass hi karvana chahiye





Freckles se bachne ke liye

15 minute pehle sunscreen lagakar firapni skin ko dhak kar dhup mein jana chahie our koi bhi season ho sunscreen lagaye bagair bahar nahin jana chahie jin logo ko lagta hai ki apne gharo me hai office main bade bade glasses ke andar baithe hain ya apne kar mein baithe hain.isliye unhe sunscreen ki jarurat nahin hai.to who log galat hai.aap ghar pe computer TV laptop ki blu light me aate ho skin damage ho jaati hai Aur kale daag aur black ho jaate agar aap Indore rahte ho tab bhi aapko sunscreen lagana hai.








Agar hyper pigmentation ho to sabse Pahle dhup se bachana chahie UV hai aur uvb sunscreen  protection use karna chahie hpf 30 agar gharme ho tabbhi lagani hai. Hyper pigmentation ka treatment uske reason pe depend karta hai agar koi harmons in balance ho  to pahle uska Ilaaj kar lena chahie obesity of vajan jyada ho to pahle weight  loose kar lena  chahie nind bhi Puri kar leni chahie




Gharelu nuskhe





Agar santan hai to haldi aur dahi mix karke aap apne pure body per laga sakte hain  or 10  15 minute rakhke dho  le usse bhi kafi fark padega lekin rojana karna hoga Dahi mein lactic acid hota hai jo skin properties rakhta haiaur haldi mein antiseptic properties hoti hai . Masur ki Daal Chawal aur besan Barik powder mix Karke aap yah bhi Laga sakte ho aap dhani mein bhi M

milan kar sakte ho usse bhi time nikal jata hai. Milk powder aur rose water mix karke aap laga sakte hain usse bhi upari time dur ho jaega agar aapko instant result chahie to papaya mess karke usko laga lena usse bhi radiance a jaati hai.Aur pani jyada pina hai apni diet ka bhi khyal rakhen to apne or apnepyaron ka khayal rakhe

Post a Comment

3 Comments