Thyroid ka khatma






 Thyroid ka khatma 


Thyroid ka khatma 

Ham baat karenge aise  gland ke bare mein jo badh Jaaye to bhi musibat kam ho jaaye to bhi musibat agar thyroidbadhe to hiper thyroid kehlata hai or me baat kar rahi hun thyroid ki thyroid ki vajah se kon kon si problem ho sakti hai.or thyroid ko maintain kaise kiya jaaye thyroid ki 4 kismen hai.

1 hyperthyroid 2  hypothyroid 3 hashimoto thyroid 4 thyroiditis

2 kismen bahut jyada important hai hyper aur hypo



Thyroid Hota kya hai






Ek gland hai jo gale mein hota hai. Gale Ke andar butterfly ki tarah banaa hua hota hai .Iske wings hote hain iska bahut jyada aham roll hai aapki body mein agar aapko yah disease ho jaaye chahe  hyper ho chahe hipo ho hota kya hai ki aapke baal girne lagte hai kabhi kabhi esa hota hai. Inke symptoms in jaise hote hain lekin jaha hyperactive hota hai vahan dil ki dhadkan badh Jaati hai kamjori rakhne lagti hai Heartbeat bahut jyada tej ho jaati hai.baki 2 kusm ke thyroid hai voh bahut rare hote hain




Hyperthyroid ke symptoms






Is manxity ho jaati hai. Pasina jyada aayega nervousness hoti hai. Time ke sath sath vajan kam hone lagega bahut jyada Sone mein problem hoti hai. Aapka weight loss  hone lagta hai. Aur gale Mein Jo gland hoti hai vah Bahar ki taraf nikalti hai yah northan area mein jyada hota hai jinke vahan per Pani me iodin nahi hota garmi aapse bardasht nahin hoti aankhon per pressure padta hai yah sab symtems hai per thyroid ke



Hypothyroid ke symptoms





Yah andar active thyroid hai. Jab yah blind kam kam karta hai to kya kya mushkile aa sakti hai. Tab kya hota hai ki aap motape ja shikar hote hain aapko bhulne ki bimari hoti hai. Khana khane mein bhi problem hoti hai harmons imbalance dono me  hi hota hai.   Hyper thyroid mein heavy bleeding hoti hai ladiss ko bal kharab ho jaate hain awaaz kharab ho jaati hai.esa lagta hai ghode ki tarah aawaj aa rahi hai.




Thyroid Mein skin dry ho Jaati hai




constipation hota hai immunity bahut slow hoti hai. jiski vajah se motapa hota hai. jiski vajah se diabetes ka bahut risk rahata hai.baal bhi girne lagte hai. Naturopathy ka bahut hi Aasan Ilaaj hai. Thyroid ke dava time se leni hai.aage pichhe nahi karna hai jo time pe lete hai usi time pehi leni hai.3 se 6 mahine me jake doctor ko visit karna hai chahe kisi bhi country mein ilaaj karate ho hipo thyroid Berries le le 







Blueberry,Shehtut ,strawberry Baho behtar hote hai. blackberry yani jamun bahot achhe hote hai.iske alawah apple le sakte hypermap aksar aapko nind nahin aati  camomile tea aapke liye bahut achcha hota hai. Fish kha sakte hain. hypo Mein metabolism slow hota hai  sea mineral bahut acche hote hain jo bhi samandari halal chije khana chaahe who aapke liye bahot behtreen hoti hai.iske alawah nuts le sakte hai egg le sakte hai.sari chije le sakte hai.



Hiper thyroid me kya karna hai.





hiper me heartbeat badh jati hai .isliye sabut dhaniya ka kahwa bana ke pijiye lemon adrak or darchini ki chay bana ke le sakte hai.hiper ke liye sabse achhi jhadibutti alsi ke Bij hai 50 gm alsi me 10 dane kali mari ke mila kar pis lene hai.1 ek chammach subha sham khane se yakin kare bahot achha result aaega isme iodise chije nahi leni iodise namak bhi nahi lena pehle wale me samandari chije leni thi hiper me nahi leni popcorn bhi na le cabbage family hiper ya hipo me nahi leni hai.ye behtar nahi hai.







Kuchh symptoms badhate chale Jaate hain aur humko pata bhi nahin chalta Hamari thyroid gland who bahot sare gland Hamare dimag ko bhejti hai.jisse hamara dimag kam karta hai.



 Hipo thyroid ke liye magical chai

Ye aapke wait ko bhi kam karegi din mein do bar le sakte hain.2 cup pani  le uske andar ashvgandha aadha chammach haldi isme long 2 aur isko itna pakana hai ki ye 1 cup reh jaye fir chhan kar isme green tea dal kar pee lena hai. Hyperthyroid granco kaam nahi karne deti



Hiper thyroid magical tea




2 cup pani me 2 kali mirch ek chammach bhar kar alsi dale soomlu jhadibutti haldi chhota sa tukda adrak or isko itna pakana hau ki ek cup reh jaye isme shehed mila sakte hai lekin pehle wali chai me nahi mila sakte isme ek pure nimbu ka ras dal kar din me do baar piye aur yah kam karne nahin degi to aapka focus gadbad hoga aur aapki yaddasht kamjor hogi soch mein bhi gadbadi Aane Lagegi

Post a Comment

0 Comments