Subha khalipet kachha lahsun






 Subha khalipet kachha lahsun



Subha khalipet kachha lahsun


Aaj main aapko bataungi Khali pet Kaccha lahsun khane ke fayde  lehsun English mein garlic bhi kaise hain Jo hamare kitchen mein                                          


sadiyon se use hota aaya hai khana aur aapko kin kin  bimariyon se bachayega aur Kaccha lahsun kis wakt or kese khana chahie kya kya savdhaniyan rakhni chahie lahsun bahut bimariyon se recovery bhi deta hai. Ayurved mein bahut se nuskhe aur health tips ke liye lahsun Ka istemal hota hai homeopathy mein me bhi iska istemal hota hai. Doston agar ham samjhe ki lahsun mein aisa kya hai Jiske itne Sab fayde Hain. Lahsun Mein manganese Vitamin B1 hai C2 hai selenium ai fiber hai iron hai jink hai calcium Phosphorus Jaise bahut se nutrients hai lahsun sabse Jyada aapke heart ke liye behtarin hai vah log jinhen high cholesterol rahata hai blockage ki problem hai. Jinka cholesterol level badh raha Hai vah lahsun khate hain to dhire dhire theek ho jata hai aur jo log lahsun khate rahte hain unka cholesterol level maintain rahata hai. Lahsun Jo body ka bed cholesterol hota hai usko low karta hai aur acche cholesterol Ko badhata hai jab aapka cholesterol maintain rahega to aapko heart ki problem bhi nahin hogi







Lahsun Mein anti aging properties bhi hai yah budhape Ka dushman hai woh log jinko time se pahle budhapa mahsus hota hai kamjori mahsus hone lagti hai. Yahan tak ki aapke organ bhi time se pahle week hone lage hain to unko bachane mein yah help karta hai.body ko  long time tak young rakhta hai. Bahut se bimariyan old age mein ya engagement aane lagti hai usko bhi hai dur rakhta hai. wahi log jinhen bar bar  peshab aati hai urin mein infection hota hai.unko lahsun lena chahiye





Agar aap bhi sardiyon ke mosam me sardi jukaam se paresan hai. Lehsun mein antibacterial aur antivirus properties hoti hai jisse khansi jukam mein rahat milati hai.isko rojana khane se body ko garmi milti hai jiski vajah se thhand bhi kam lagti hai. Jin logon ke pet Mein gas ya acid banta hai unhen bhi kaccha lahsun khana chahie isse pet ki problem dur hoti hai aur sath hi pet mein jo kitanu hote hain usko bhi maarta hai jisse bhuk badhti hai



Pet mein kitanu ki jyada problem bacchon mein hoti hai agar bachhon ko lahsun khilaya jaye to unke pet se bacteria khatm ho jaenge agar aapko high blood pressure rahata hai to aapko bhi achcha lahsun khana chahie acche lahsun mein alison naam ka vitamin hota hai jo high blood pressure ko rokane mein madad karta hai.kyoki cholesterol ko bhi kam Karta Hai Aur dil se judi bimariyon ko dur karta hai.






 


Jis tarah Se pollution ka level badh raha hai to ham sabko hi kaccha lahsun roj khana chahie pollution ki vajah se bahut se log lang cancer ka shikar ho rahe hain agar ham roj kaccha lahsun khate hain to aise bimariyon se dur rahte hain aur Hamara immunity power bhi badhta hai isi tarah jo log smoking karte hai unhe bhi lung cancer se bachne ke liye roj kachha lahsun khana chahiye jis tarah long danton ke dard mein faydemand hota hai usi tarah lahsun bhi danton ke dard mein bahut fayda karta hai.



Danton Mein dard wali jagah per lahsun ka pest lagane se fayda hota hai aur iski antibacterial properties ki vajah se infection ka bhi khatra nahin rahata Jin logon ko blood clotting ki problem  rahti hai unhen kaccha lahsun jarur khana chahie kyunki yah blood clotting to rokata hai aur khoon ko patla karne mein madad karta hai





Kin kin condition mein aapko kaccha lahsun bilkul nahin khana chahie






Jinhen hi blood pressure ki problem hai unke liye to kaccha lahsun bahut achcha hai lekin jinhen low blood pressure ki problem hai who kachha lahsun na khayen kyunki kaccha lahsun khane se blood pressure low hota hai. Jinka liver kamjor hota hai unhen kaccha lahsun Nahin khana chahie kyunki lahsun mein antioxidant  bahut jyada hota hai. Jo ki kamjor liver sahan nahin kar pata pregnant lady ise na khayen kyunki kachche lahsun ki tasir garm hoti hai. kyunki pregnancy mein garm chijen nahin khani chahie isliye iski salah Nahin di jaati




Kaccha lahsun blood ko patla karta hai lekin ise Kisi bhi surgery se pahle Nahin khana chahie kyunki isase internal bleeding ka khatra ho sakta hai



Lahsun ko khane ka sahi tarika 





Har roj subah khali pet 2 kalo lehsun gungune pani ke sath le sakte hai. Danton se chanate jana hai or pani pite jana hai .Jo log kaccha lahsun nahin kha paate vah lahsun ko bhunkar pani ke sath kiya khane ke sath le sakte hain kuchh log aise bhi hai jinhen kacche lahsun ki tej smile pasand nahin hoti woh log iski chatni banakar bhi kha sakte hain.or Jin logon ko munh mein se lahsun ki badbu ka problem hai vah log lahsun khane ke bad sukha dhaniya chabale to yah lahsun ki batsman khatm ho jaaye

Post a Comment

0 Comments