Saffron amazing benefit
![]() |
Saffron amazing benefit |
Saffron bahot hi mehnga hota hai 1 gm 500 rs ka milta hai. Sab jagah Iske alag alag dam hote hain lekin mehenga hota hai.isko kesar bhi kahate hain. Aapane bahut suna joga saffron kashmir se aata hai ram se aata hai. Ek gram mein thoda sa aata hai lekin use thode se bahut jyada fayde iska medical mein original naam hai.crocus sativus yah flower ka naam hai jiske bich mein kuchh pattiyan hoti hai jo saffron hoti hai. ko todte hain to iske teen part hote hain. Ek to crocin karke iska pigment hota hai jisse golden color aata hai. Picro crossing isase hi iska bitter taste aata hai. Teesra saffron fragnance
aata hai.ye duniya ka sabse mehnga masala hai.
Iske Jo benefit hai vah main aapko ek ek Karke batati hun Jab ismein jo crocin hai. Cancer ko prevent karne ka kam karta hai jo hamare sales hai dhire dhire die karte hain.agar koi saffron leta hai to cancer hone per chance kam ho Jaate hain dusra ismein memory aur learning bahut achcha hota hai bachpan Mein yad hoga Ki mumy kehti thi dhudh me kesar dalke liya karo mind sharp hota hai. Kesar lene walon ke bal bhi bahut jaldi karte nahin hai. Kesar lene se sardi jukam ko bhi roka ja sakta hai.
skin ke upar bhi Iske bahut se fayde
Aajkal kesar mili cream bhi milne lagi kesar se gora pan bhi aata hai isliye pregnancy mein auraton ko kesar wala dudh diya jata hai jisse bacche ka rang saaf ho kesar se pimple aur muhase bhi hataye ja sakte hain Saffron aur Ginger powder milakar join pain per apply kiya jaaye to join ki pain kam ho jaati hai Kesar ko flavor ke liye Kitni mithaiyan mein kiya jata hai dudh se bani icecream mein kesar dala Jata hai kesar khane mein to use hota hai biryani pulao mw dalte hain. Haldi ke sath milakar Sar mein lagaya jaaye to sar ka dard kam hota hai.kesar ko golden spicy bhi kahate hain.
Super healthy numerous natural property
Kesar kjane ko tasty or healthy to banata hai sath hi sath kai bimariyon se ladne me help karta hai. Kesar mein vitamin A Folic acid copper potassium calcium manganese iron zinc magnesium Aur Bhi bahut sare nutrients hote hain jaane bahut si bimari se ladne mein help karte hai
Saffron aankhon ke liye bahut hi achcha hota hai. Kesar antioxidant aur carotene oil ka bahut hi achcha source hota hai. Ismein maujud crocin iske sath ki problem ko thik rakhta hai. Sydney mein ek research hua tha Jiske research ke mutabik ke Pata chala ki kesar kesar mein se components hote hain jo aapki eyesight theek rakhne mein help aankhon ki roshni ko tej karne mein help karta hai. Agar aap ki aankhon ki roshani kamjor hai to kesar lena shuru kar dijiye
Kaisa heart ko bhi Kafi haldi rakhta hai
Ismein maujud antioxidant hote hain who blood pressure ko control or bad cholesterol ko control karta hai aur heart attack aur stroke ka khatra kam ho jata hai jitna pyara iska naam hai kesar utna hi aapke health ke liye yah faydemand hai
Kesar mein maujud se yah pet ka dard aur join ke pen ko bhi kam karne mein help karta hai roj ek gram kesar khane se alzheimer ke marij mein sudhar hota hai. Ismein maujud crocin aur ethanol hamare mood ko theek rakhne mein help karte hain kesar neurotox effect ko kam kar dopamine neurotrans effect Ko badhata hai jiski vajah se hamari yaddasht mein sudhar aata hai.
Kesar liver related problem ko bhi theek karne mein bahut help karta hai.ye liver se toxin particle to nikal kar liver ko healthy rakhta hai kesar main natural healing properties hoti hai isliye ise ghav per ya jal jaane per lagane per jaldi healing hoti hai. system ko bhi strong banata hai. Kesar mein magnes paya jata hai jo sugar level ko control rakhta hai Kaisa metabolism ko badhata hai aur aapki body mein jitna bhi fat extra jama hua jai usko kam karta hai aur weight loose karta hai
Kesar kitna use karna chahiye
Kesar ke fayde uthane se aapka body ekadam active rahata hai kesar aajmi ko theek karne mein bhi help karta Agar pet mein kide hai to kesar aur kapoor ko acche se peace kar dudh mein milakar pee lijiye fir dekhe kaise kide dur hote hain bacchon Ki sardi se ham bahut Pareshan ho Jaate hain uske liye 10 gram Kesar jayfal aur laung ko piskar chhati per aur mathe per lagaen to naak per lep lagaen bahut jyada fark Padega chehre per daag dhabbon mein chutki bhar kesar aur kacche papaya ko mix karke lagana chahie is kesar ka jyada use karne ke bhi nuksanat hai.iski tasir garam hoti hai isse abortion ka khatra bhi ho sakta hai.isko jyada istemal karne se naak se khoon aa sakta hai.kesi lagi post comment jarur karna
2 Comments
nice
ReplyDeleteMashaallah
ReplyDelete