Kya aapko bhi anemia hai










Kya aapko bhi anemia hai


Kya aapko bhi anemia hai

India me 10 me se 6  auraton ko  anemia hota hai.anemia main aap ke blood mein red blood cells ki kami hoti hai.khoon ki kami Hamare khoon mein protein hota hai Jise Ham Kahate hain hemoglobin aur ISI ki kami ki vajah se anemia hota hai. Abhi seemoglobin ka kam kya hota hai iska kam hota hai body mein oxygen pahunchana blood Hare ki body Mein hota hai isliye anemia bhi kisi ko bhi ho sakta hai




Sabse pehle to ham kisi bhi baat ko itna important nahi dete bhot se logo ka anemia 8 ya 9 hota hai lekin unko koi problem nahi hota who log chal rahe hote hai thak rahe hote hai.ye bahot serious problem ho sakti hai.iski vajah se maut tak bhi ho sakti hai agar bahot jyada hemoglobin kam ho


Hemoglobin ki Kami ke reason




Sabse pehle to khaneko dekhna chahiye kya lete hai ham khane me nutrition pure nahi mil rahe khash tor se iron wali chij kam ja rahi hai aapke khane me to ye ek reason banta hai 2 khoon ka na banna yani jo khoon banane ka jo kaam hai chahe liver hai metabolism agar kamjor hai to khoon ki kami ho sakti hai.ya aapki blood cells banti hai ya destroy ho Jaati hai.ya thhik se nahi banti ya fir blood cells ka aakar achha nahi banta ya blood loss ho jaye uski vajah se bhi anemia hi jata hai ya fir kahi chot lagi ho ya andruni bleeding ho jaaye to bhi anemia ho sakta hai. Bleeding piles se bhi any mein ho sakta hai ya davaiyon ke side effect usse bhi ho sakta hai kai esi dawaiya hai jo hamare hemoglobin ko kam karti hai.







Male aur female mein is Bimari ke hone ke alag alag  reason ho sakte hain.khash kar female me period mein hone wale bleeding bahot jjyada ho rahi hai kisi ko kai kai mahina bleeding ya fir pregnancy mein bhi hemoglobin kam ho sakta hai.ye do reasons male se alag hai baqi sab reasons ek jese hote hai dono me


Anemia ke symptoms kya kya hai.





Kesejan sakte hai ki anemia hi huwa hai. To sabse pehle to pure body me bloody oxygen pahunchata hai. Aur sab nutrition bhi blood hi pahunchata hai aur is ke through  carbon dioxide bahar nikalta hai.aur agar blood hi Kam hoga to bahut sare nuksan hamari body mein honge


Aur agar symptoms ki baat karen to taur per sabse pehla symptoms ye hoga ki aapko thakan mehsus hogi kamjori lagegi kai bar chalne par sans lene me difficulty hoti hai.khinch ke lena padta hai.skin chehre nakhun me pila pan bhi dekhne milta hai.or growth theek se nahin hoti khaskar bacchon mein kuposan ke shikar kafi bachhe hote hai.hath pair thande ho jate hai.chakkar aate hai.thoda sa bhi khade ho karchalne se chakkar aayega 


Ya fir sar ekdam halka lagta hai esa lagne lagega ki aap gir jawge ya fir body mein haddiyon mein dard bhi hota hai jab Khoon ki kami ye sab symptoms aap mein dikhte hain to ghabrane ki jarurat Nahin hai fauran doctor se milana hai.



Is bimari hone ka reason kya hai.






 Agar hame ilaj karna hai to yahi dekhna hai kis reason se anemia huwa hai. Nutrition ki Kami hai ya khoon banne mein problem hai Kaun ban raha hai to galat ban raha hai. Ya ban raha hai to destroy ho raha hai ya mansik tanav ke karan or khaneki baat kare to iron wala khana Lena chahie jismein hari patte wali sabjiyan shamil hai.palak,bathua,methi ko khana chahiye gajar,chikundar,karela,tamatar in sabjiyo ko khane se hemoglobin badhta hai.






Fruits Mein Apple, tarbuj,angur mese or kishmish or khajoor to bahot achha hota hai.kam se kam 8-9 kushmish or 2-3 khjoor ko raat me pani bhiga kar subah naste se pehle chaba kar khaye garam tasir wali chijo se anemia badhta hai.chai,coffee,tikha,chatni masale na khaye or junk food process food aur bakery mein bani chijon ko na khayen biscuit bread burger bun or na jane kya kya khane lage hai aaj kal isliye pet aapka hai sehat aapki hai dhyaan bhi aapko hi rakhna hai

Post a Comment

0 Comments