Bhool ne ki bimari amnesia
Aaj kal ki bhag daoud wali zindagi me logo ko kai tarah ke rog ho rahe hai bhool ne logo ko bhool ne ki bimari ye ek aam sa rog hai.pehle logo ko ye problem fac umar badhne ke baad karni padti thi lekin aaj kal kam umar me bhi ye problem ho rahi hai.ahem ye hai ki pehle log chhoti chhoti chije bhool ne lagte hai fir ye bimari ek gambhir bimarika roop lene lagti hai.isliye time rehte hi ispar dhyaan dena chahiye or iska ilaj
Aaj ham baat karenge yaddast se judi hui bimari ki AMNESIA sehat ki baat kare to sehat ko thhik rakhne ke liye dimmag ko bhi thhik rakhna jaruri hai.or agar dimag chije yaad rakhna hi bhool jaye to life bilkul chenj ho jati life disappoint ho jati hai.is bimri amnesia hone ka reason kya hai.ye janna bahot jaruri hai kyonki isse nipta ja sake
Amnesia ye ek tipe ki bimari hoti hai
jisme insan chhoti chhoti baaton ko yaad rakhne me paresani hoti hai.purani baton ko yaadonko bhi bhool ne lagta hai.thoda bahot bhulne ki bimari aam hai.lekin agar koi insan kam umar me bhi bhoolne lagta hai.to ye aam nahi hai ye amnesia hai.jyada tanav ya depression bhoolne Ki bimari ka ek reason hai.tanav ya depression se Jude huve brain cells brain cells me mill kar kam ko dhima kar ke bhool ne ka khatra badhate hai.ek din me kam se kam 8 ghante ki nind honi jaruri hai.
Bahot jyada kaam or bisy life style ki vajah se log nind puri nahi kar patey nind puri na hone ki vajah se dimag par bura asar padta hai.ese melog dhire dhire chije bhoolne lagte hai.sarab oue cigarette sehat ke liye bahot hi nuksan deh hai iske istemal nahi sirf body parts kharab hote h hain.balki bhoolne ki bimari ka karan bhi hai.
Smoking ki vajah se dimag ki rage sikudne lagti hai or oxygen dimag tak nahi pahoch pata body ko healthy rakhne ke liye or red cells badhane ke liye vitamin B 12 jarurat hoti hai.yani body me is vitamin B 12 ki kami ki vajah se bhoolna,chid chidapan
Tanav jesi bimariya hoti hai.
Jyada dawaiya khana
Choti choti problem me bhi aaj kal log dawaiya lene lage hai.or ye bhi bhoolne ka karan ho sakta hai. hyper thyroid ki vajah se bhi thyroid hormones nahi ye hormones dimag or soch ko balance rakhte hai.is hormones ke na banne se log bhoolne ki bimari ka shikar hone lagte hai.iske alawah bhi kai ese reason hai jisse amnesia Ki bimari ka khatra ho sakta hai.jahir hai ki is ke reason ko samajh kar is pe dhyan diya jaye to kafi had tak ye bimari se bacha ja sakta hai.
Amnesia ka mining hai yaddast ki kami iska bahot saf saf hai ki bhoolna jese chabi kaha rakhi hai bhool gaye ka koi saman lana bhool gaye or wapas upar lene jana pada ghar ki chhoti moti chije rakh ke bhool jana is tarah ki chije roj ki zindagi me hoti rehti hai. Ye baat jab tak dhyan dene layak vaha tak jab tak ye aap ke roj ke kaamme problem na kare lekin jab kuchh jaldi yaad na aaye to ye bimari hai hame dr.ki salah leni chahiye
Agar insan khudko bhi bhool nelage to ye ek bahot kharar nak bimari hi sakti hai. Is bimari me memory loss hota hai dimag pe iska bahot bura asar hota hai.ham insan hamari ek yaadon ka jod hoti hai.insan bhool ne wala hai.hamari banavat hi is tarah ki hai. Hamare personality yaddasht se Jude hue hoti hai.amnesia apne aap me koi taklif nahi hai. Ye bahotsi tklifon ka ek symptoms hai.jese Ek chhota baccha hai Jo hansna sikhata hai rona Sikhta hai yah bhi uski memory ka hi ek hissa hai.
Jese ki hamare sense organ hai hath.naak.kan skin yah sab brain ko ek chij dete hain.Brain Inko generate karke behaviour Samne lata hai. Yah sab hamare memory ke list mein hai memory2 tarah kihoti hai.1 hai working memory jese ham baat karte hain.babot si chije long term memory se uthhate jate hai or baat karte jate hai. Brain Ek bahut achcha organ hai usko pata chalta hai Kaun si chij rakhni hai kaun si chij nahin rakhni yah Ek Jabardast process hai jo human being ke andar hi hai.
Amnesia symptoms
Agar thinking me judgment me behaviour mein baat karne mein koi defect aaye to amnesia huwa hai. Alzheimer bhi ek amnesia ka part hai. In reason ki vajah se ye bimari hoti is bimari ko le kar 3 group hai jo paresan hai 1 bachhe 2 30 saal ki umar ke log 2 60 se upar ke log sab se pehle baat hoti hai agar koi baat dimag Mein register hui hai To fir recall mein koi problem Nahin to Achcha hai agar record mein problem Aati hai To fir aapko yah bimari hai.
Bachhe ki memory
Bachhe ka IQ level kam hota hai isko computer se dekhiae Agar computer ki memory kam hai to ismein chip lagai Jaati hai lekin bacche ki memory mein Koi chip nahin lagai jaati agar ham baat karen 30 35 sal ki umra ke logon ki jinki memory kharab ho Jaati hai to uska karan hai Ek hu Waqt mein kahin kam karna aajkal log ek hi waqt mein kai jyada kam karte hain.
Ayurved mein kaha Jata hai Ki taaja banaa hua khana khane se memory power badhta hai. Aur Agar Basi khana hai isase memory power per Bura Asar padta hai Aur Ek bajaiye Hain Ki Kuchh chijon ke sath Kuchh chijon Ko Nahin Lena chahie Jaise dudh ke sath khatti chijen nahin leni chahie
Hamare dimag Mein neurons transmitter hote hain Jo idhar Ka Paigam Udhar pahunchate hain lekin Agar Ham Tanav Mein hote hai. To hamare neuro transmeter Mein badlav a jata hai neuro transmeter Mein badlav a jata hai. Is bimari ka plastic sab se bada reason hai. Aur agar aap bhulne lagte hain to sabse bada stress yah hota hai Are mujhe yad hi nahin aata fir aas pass ke log bhi kehne lagte hai are yaar yeto bhool hi jata hai.jese umar badhti hai hamare natural neuron ki death ho jaati hai.
Is bimari ko dur kese kiya jaye
Ye bimari na ho uske liye shuru se hi precaution rakhna chahie sabse pahle is bimari hone ke reason ko hi dur Karen jese ek time me sari chije ek sath karete hai jese hatho se kha rahe hai muh se kuchh bol rahe hai soch kuchh rahe hai.isliye ek hi wakt me ek hi kam karna chahiye agar ham dimag ka use nahi karte hai tab bhi ye bimari hoti hai isko najar andaz bilkulnahi karna chahiye achhe se ilaj karvana chahiye
Aaj kal ki bhag daoud wali zindagi me logo ko kai tarah ke rog ho rahe hai bhool ne logo ko bhool ne ki bimari ye ek aam sa rog hai.pehle logo ko ye problem fac umar badhne ke baad karni padti thi lekin aaj kal kam umar me bhi ye problem ho rahi hai.ahem ye hai ki pehle log chhoti chhoti chije bhool ne lagte hai fir ye bimari ek gambhir bimarika roop lene lagti hai.isliye time rehte hi ispar dhyaan dena chahiye or iska ilaj
Aaj ham baat karenge yaddast se judi hui bimari ki AMNESIA sehat ki baat kare to sehat ko thhik rakhne ke liye dimmag ko bhi thhik rakhna jaruri hai.or agar dimag chije yaad rakhna hi bhool jaye to life bilkul chenj ho jati life disappoint ho jati hai.is bimri amnesia hone ka reason kya hai.ye janna bahot jaruri hai kyonki isse nipta ja sake
Amnesia ye ek tipe ki bimari hoti hai jisme insan chhoti chhoti baaton ko yaad rakhne me paresani hoti hai.purani baton ko yaadonko bhi bhool ne lagta hai.thoda bahot bhulne ki bimari aam hai.lekin agar koi insan kam umar me bhi bhoolne lagta hai.to ye aam nahi hai ye amnesia hai.jyada tanav ya depression bhoolne Ki bimari ka ek reason hai.tanav ya depression se Jude huve brain cells brain cells me mill kar kam ko dhima kar ke bhool ne ka khatra badhate hai.ek din me kam se kam 8 ghante ki nind honi jaruri hai.
Bahot jyada kaam or bisy life style ki vajah se log nind puri nahi kar patey nind puri na hone ki vajah se dimag par bura asar padta hai.ese melog dhire dhire chije bhoolne lagte hai.sarab oue cigarette sehat ke liye bahot hi nuksan deh hai iske istemal nahi sirf body parts kharab hote h hain.balki bhoolne ki bimari ka karan bhi hai.
Smoking ki vajah se dimag ki rage sikudne lagti hai or oxygen dimag tak nahi pahoch pata body ko healthy rakhne ke liye or red cells badhane ke liye vitamin B 12 jarurat hoti hai.yani body me is vitamin B 12 ki kami ki vajah se bhoolna,chid chidapan
Tanav jesi bimariya hoti hai.
Jyada dawaiya khana
Choti choti problem me bhi aaj kal log dawaiya lene lage hai.or ye bhi bhoolne ka karan ho sakta hai. hyper thyroid ki vajah se bhi thyroid hormones nahi ye hormones dimag or soch ko balance rakhte hai.is hormones ke na banne se log bhoolne ki bimari ka shikar hone lagte hai.iske alawah bhi kai ese reason hai jisse amnesia Ki bimari ka khatra ho sakta hai.jahir hai ki is ke reason ko samajh kar is pe dhyan diya jaye to kafi had tak ye bimari se bacha ja sakta hai.
Amnesia ka mining hai yaddast ki kami iska bahot saf saf hai ki bhoolna jese chabi kaha rakhi hai bhool gaye ka koi saman lana bhool gaye or wapas upar lene jana pada ghar ki chhoti moti chije rakh ke bhool jana is tarah ki chije roj ki zindagi me hoti rehti hai. Ye baat jab tak dhyan dene layak vaha tak jab tak ye aap ke roj ke kaamme problem na kare lekin jab kuchh jaldi yaad na aaye to ye bimari hai hame dr.ki salah leni chahiye
Agar insan khudko bhi bhool nelage to ye ek bahot kharar nak bimari hi sakti hai. Is bimari me memory loss hota hai dimag pe iska bahot bura asar hota hai.ham insan hamari ek yaadon ka jod hoti hai.insan bhool ne wala hai.hamari banavat hi is tarah ki hai. Hamare personality yaddasht se Jude Hue hoti hai.amnesia apne aap me koi taklif nahi hai. Ye bahotsi tklifon ka ek symptoms hai.jese Ek chhota baccha hai Jo hansna sikhata hai rona Sikhta hai yah bhi uski memory ka hi ek hissa hai.

0 Comments