Diabetes Control Karne Ka tarika


Diabetes Control Karne Ka tarika



Daibetes control karneka tarika


Hamari jindagi me mithhas kafi mani rakhti hai.lekin kabhi kabhi jyada mithhas jindagi ka test bigad deti hai.usko diabetes kehte hai.is bimari me sugar ka level badhne lagta hai.body me jyada ka glucose hota hai.who body hajam nahi kar pata hai..or ye blood mein milkar body ko kafi nuksan pohchata hai.




wakt rehte is bimari se bachna bahot jaruri hai.isliye wakt rehte iska ilaj bhi jaruri hai hindustan me is bimari ke sabse jyada marij hai.har 3 ra insan is bimari ka shikar hai.agar ek report per najar dale to india me 7.5 crore diabetes se jujh rahe hai.sugar ka pehla marij Egypt me paya gaya tha bar bar pesab karne janeko iska pehla symptoms bataya gaya hai.






Diabetes ek esi bimari hai jisse patient dhire dhire galne lagta hai. ye bahot hi khatarnak bimari hai.sugar  low ho to bhi achha nahi or high ho to bhi achha nahi isko control rakhna bahot jaruri hai.daibetes mujhe hi kyo huwa  hai iski jagah isko control karneka tarika istemal karna chahiye sugar honeke bhot se facter hai life style bhi matter karta hai. stress hai kuchh esi bimariya hai jo sugar hone ka karan ban sakti hai.daibetes ka hona matter nahi karta balki isko control karneke bare me sochna hai. Positive rehna hai positive rehne se medicine bhi asar karti hai diet asar karta hai.









is bimari me kuchh bhi chot lage to who chot jaldi thhik nahi hoti usi chot me paru hone lagta hai or kabhi kabhi nobat yaha tak aati hai ki jis jaga sadan lagi hai who hissa katna bhi padhta hai.or patient ki life chanj hone lagti hai patient chhoti chhoti bato me chidne lagta hai. Depression me bhi chala jata hai isliye diabetes ko control rakhna bahot jaruri hai 


Sugar control kese kare






Kuchh logo ko ye hota hai.ye khane se ye thhik hota ye nahi khane se ye nahi hoga

Fruit me logo ko esa bahot hai ki fruit khane se sugar badhega isme esa he ki agar fruit juice ek apple se banega nahi uske liye char panch apple to lene hi padege jisse aapka sugar badhega agar ese hi bhukhe pet ek apple khate ho to usse aapko fiber minerals vitamins milenge






Or agar aap rice bhi le rahe ho tobilkul bandh nahi karne iaki jagah brown rice bhile sakte ho jisme fiber jyada hota hai.agar rice ke sathh vegetable lete he jinme fiber jyada hota hai.ya salad ya chhilke wali dalo ke sath combination kartehai to definitely aapka sugar jyada nahi hoga lekin sone se 3 ghante pehle apne fiber ke sathh rice liye to ye achhchhe rahenge







 kyoki fiber sugar ko control karta hai agar ham medicine lete hai.or fir bhi diabetes control nahin hota to usme ye hai ki agar hamari life style esi hai jisme na koi exercise or bas bethhe rehna na chalna na firna to koi fark  nahi padega ulta sugar badhega lekin agar daibetes control karna hai to is ka sahi ilaj jai ki aap chalte firte rahe isse sugar control rahega agar aap  Delhi ki  30 ya 40 minute ki walk kar lete hai ya 20 minute yoga to behter rahega ye aspki medicines or dite dono pe asar karega koi bhi ek chij help nahi karti sab factor mill ke asar karte hai.

Post a Comment

0 Comments