Calcium ki Kami se ye bimariya hoti hai


Calcium ki Kami se ye 5 bimariya hoti hai


Calcium ki kami  se ye  bimariya hoti hai


Aaj ham calcium ki Kami se hone wali un 5 bimariyo ke bare me baat karenge or us 7 khurak ke bare me jo calcium ki kamiko pura karti hai.usko kese istemal karna hai or kitna to  aaiye sab se pehle ham jan lete hai.calcium hai kya or kis tarha paya jata hai calciim hamari haddiyon ka sabse aham hissa hai.sabse important juz hai 99. Percent hamara body calcium aur Phosphorus se banaa hota hai.hamari body me roj 800 se lekar 1000 gm ki jarurat hoti hai







Agar hamare body me calcium ki kami hona shuru ho jaye to hamari haddiya kamjor padna shuru ho jati hai.sathh me body me ese bahot se kam hai jo hote hai blood clotting ki baat kare to usme useful hai.danton ke liye bhi jaruri hai.hamare dimag ko tej karne me help karta hai.hamare muscles ke crame kam karta hai.or muscles ko active rakhne mein help karta hai.


Calcium ki kami ke symptoms

Sabse pehle to aapko ungliyome jese sui jese chubhan joti hai janjhanat tipe ki ya hathh ya ungliya ya per sun ho jate hai 2 muscles akad jate hai craps aajati hai bhot tej dard hone lagta hai.3 memory loss ho rahi hai brain mein confusion hone lagta hai.yaddast kam hone lagti hai. 4 Bhukh bilkul na lagna  aur  fracture isme easily ho sakta hai.or bachpan me jab me chhoti thi tab kai bar nails pe chawal ke dane jese nishan ho jate the tab me sochti thi ki ye kya hai lekin ab pata chalta hai ye calcium ki kami ki vajah se huva karta tha






Bina vajah nakhun tut rahe ho dant kamjor ho rahe ho body me thakan mehsus ho or body born me joints me pen rehne lageto alert ho jaaye kyoki ye hai calcium ki kamiye kami esehi hoti hai koi bade symptoms nahin dikhte to jyadatar log pehchan nahi pate is kamiko hypocalcimya kehte hai



Calcium ki kami ki vajah kya hai.

Sabse pehle to hamare body me jo khana jata hai uski vajah se vitamins minerals kami puri hoti hai.dusri chij hai ki aap sab kuchh kha rahe hai lekin aapka hajma kamjor hai jo khane ko hajam nahi kar pa raha to khana hajam nahi hoga to bodyko lagega nahi to metabolism thik hona chahiye agar body me fat kam hai to bhi haddiya kamjor hongi ya calcium jo aap le rahe hai who absorb nahi ho raha 






Or kidney ke patient ya thyroid ke patient ko bhi calcium ki kami ho sakti hai.ya pregnancy mein ya breast feeding karwati hai un behno ko bhi calcium kam ho sakta hai. Hormones imbalance ki vajah se bhi calcium ki kami ho sakti hai.or kuchh dawaiyo ke sideeffect ki vajah se bhi jo log alcohol ka istemal karte hain. Ya chai coffee jyada pite hai ya smoking se dudh ya dudh se bani chije nahi khane se milk to bahot hi achhchha  source hai ya milk product hajam nahi hote kai logo ko allergy

hoti hai is vajah se bhi


Calcium ki kami se ho sakti hai ye bimariya





Austeoporosis jisme haddiya kamjor ho jati hai.bachchi is kai se rickets name ki bimari hoti hai tange kamjor ho jati hai. Weakness

hoti hai.or groth ki problem hoti hai chhote bachcho ko jawani me danton ki bimariya hona motibind hona aankho me joints me dhila pan hairloss agar bachpan me ya jawani me calcium kam liya hai to budhhape me born kamjor honge



Who khane jisme calciam bahot achhchha hota hai.





Jinko khake aap calcium ki kami ko aasani se pura kar sakte hai.sab se pehle ham bat kareto dudh se banne wali chije bahot achhchha sourc hai calcium ka jese dudh ho gaya dahi cheese ghee butter inme bahot achhchha calcium paya jata hai.jolog dudh or dudh se banne wali chije istemal karte hai unme calcium ki kami bahot kam pai gai hai.or jo log hare patto wali sabjiyo ka istemal karte hai.jese palak sag harw patto wali sabjiya ho gai inme bahot achhchha calcium paya jata hai 



agar ham nuts ki baat kare to badam me bahot achhchha calcium hota hai jin logo ko dudh me jo Lacto hota hai jo hajam nahi hota unlogo ko almond milk ya ya soya milk ka istemal kar sakte hai.agar aap badam ka khne me istemal karrahe hote hai jese 7 se 8 badam khali din me ya isko pani me dal kar juice bana liya to bhi aapko bahot achhchha calcium mill jayega







Fir ham bat kare unki un logo ki jo calcium to istemal karrahe hai lekin vitamin d ka istemal nahi karrahe to unhe bhi kami ho jati hai kyoki vitamin D ka ye roll hai ki who calcium ko hamari body me absorb karata hai to ye aapko calcium ki kami ka shikar kar sakta hai.mujhe yakin hai ki aap ko idea hi gaya hoga ki calcium ki kami ko dur karne ke liye konsi gija ka istemal karna hai

Chaliye to khush rahe or khushiya bante ijazat chahungi

Post a Comment

0 Comments