Breakkfast ke fayde
Ab uchh log ese hote hai ki jo normaly subha ka nasta yani breakfast skip kar dete hai chhod dete hai ya chi ka ek cup lekar ya dudh ka ek cup lekar unko lagta hai unka breakfast complete ho chka hai.
Iske alawah naste me aapko kya khana chaiye aapka proper breakfast kya hona chahiye naste me kya khana chahiye kya nahi konsi chije hoti hai jo aapko dite ke doran nahi leni ye sab janne ke liye aap mere sath bane rahe.
Benefit ki baat kareto 7 se 8 ghantey ki fasting hoti hai jab ham so rahe hote hai
Uske basd jab ham subha uthhte hai to ham ese hi chale jate hai 1 cup chai le kar ya tost le kar or ham samajhte hai hamara breakfast yahi hai isi ko ham apna nasta consider karte hai.or ham apne routine ke kaam karna start kar dete hai.lekin isse apki puri health disturb ho sakti hsi.is ek naste se
Brain function
Apne 7 8 ghantey se kuchh nahi khaya hota to aap jab uthhte ho to aapke brain ko nutrients chahiye hote hai vitamin minerals chahiye hote hai taki who normal function perform kar sake agar aap subha ka nasta nahi le rahe to isse aapka
Focus Concentrat
Buri tarah se jakhmi hote hai
To koshis kare ap brekfast jarur le
Dusti baat apka dimag control karta hai.aapke emotions ko decision making skill ko or aagar aap nasta nahi le rshe ya kis tarah ka le rahe hai ye effect karta hai aapke focus aur concentrate ko
Ek research ke dauran pata chala ke who bachhe jo breakfast lete hai unki Academic performance unki jyada achhi hoti ho who bachcho ke comparison jo breakfast nahi lete to koshish kare aap khud bhi sahi tarikese nasta le or apke ghar me jo bachhe hai unko bhi nasta karwa kar hi School bhejen
Dite karne walo ka break fast
Ab kuchh log ese hote hai jo weight lose karne ke liye diet kar rahe hote hai who naste ko skip kardete hai unko lagta hai ki naste ko chhod dene se unki dite sahi rahegi calories control Rahegi lekin esa nahi hota. Ek research ke doran pata chala hai ki jab aap whole grain wale chije khate ho whole grain me gehu ke aate ki roti ghehu ki bread,daliya,whole grain braid,ote meal ye chije jab aapke pet me jati hai in me fiber jyada hota hai fiber ki jab digestion hoti hai to who fatty acide jesa hormon hota joki apki hunger ko promote karta hai.jisse bhuk jyada lagti hsi or fiber usko kam karta hai jisse apki calories or control aasani Se hota hai.isliye koshish kare dite karne wale bhi nasta skip na kare daily basis pe kare or whole greain wale product use Karen jisse aapka wait control mein rahata hai aapki over eating control mein rahti hai
Nutrients
Aagar aap nasta sahi le rahe ho dudh,dahi ote meal,whol grains le raheho ye common chije jin se aapko who nutrient milte hai jiski wajah se jitni bhi dill ki bimariya hai stroc hai hypertension diabetes inka khatra apki bodyvme kam rehta hai.to koshish kare ki jo bhi nasta aap le rahe ho usme whole grains hone chaiye high quality protein honi chahie jo aapko dudh me dahi me ando egg me milti jai. Antioxidant hone chahiye jo aapko fruits mein milte hain
Pregnant lady
Pregnant lady ko nutrients ki bahut jarurat hoti hai dudh or dahi me Iodine Jyada hoti hai din me kam se kam 3 baar to dudh lena chahiye or nasta sab se behtar hai aapki ek bari ko pura karneme ek baar naste me lele dudh me or dahi me Iodine hota hai bacche ke brand development ke liye jaruri hai agar aap proper dite ko follow kare to supplementary leni nahi padegi kosish kare din me ek bar to naste me dudh ya dahi jatur le
Konsi esi chij hai jo naste me nahi leni chahiye
Jab ham subha uthhte haito ye ek common mistake ham karahe hote hai ki ham niharmo chai pee rahe hote hai.or kafi logo ki aadat hoti hai uthhte sath chai pineki jota ye hai ki 7se 8 ghante ham so rahe hote hai apki body ek fasting mood mein hoti hai.or aapki body dehydrate hoti hai or chai se aapko or jyada pani ki kami hogi subha uthhte ho to koshish kare ki pehle nasta kare sahi tarike se fir aadhe ghante ke baad chai ua coffee le
Or jitne bhi Citric fruit hai khatte fruit orange nimbu pineapple k niharmo avoid kare jisse aapko Heartburn Acidity ho sakti hai uske alternate mein le jese banana watermelon Malan jese fruits le in sab me fiber jyada hota hai or jyada tar log spicy khana pasand karte hai uski jagah pe black pepper le jisse aapki digestion system maintain rahti hai or iske alawah jin me meda Jyada hota hai cak,bread,pastries,biscuit, in sabko lene ka bhi koi fayda nahi yah aapko digestion system ko kharab karta hai jaldi hajam nahin hota iski jaga aap roti Porridge Daliya le sakte ho
![]() |
Agar aapko uthhte sath kuchh pine ki aadat hai to chai ki jagah pe jire wala Pani Le sakti hai ya FIR Ginger tea
Jaja kallahu khair
Tasmiyah......🥰
1 Comments
زبردست
ReplyDelete