Desi Ghee Medical Since ki najar me
Pure desi ghee kisi bhi janwer ke dudh se banaya ja sakta hai.
Lekin who desi ghee jo gay ke dudh se banaya jata hai.who sab se behtrin mana jata hai.Uski wajah ye hai ki gay ke dudh me un sab ped podho ka asar hota hai.jo gay alag alag ilaqo se charti hai.to un sab ped podho ka asar hota hai.yahi wajah ki gay ka dudh or gay ka ghee me ped pohota hai.
Medical science ke nazariye se
Sab se pehle ye samajh le ki desi ghee me hota kya hai.
Short chain fatty acid (s.c.f.a) desi ghee apni wajah se jana jata hai.
Kyunki desi ghee iska bhot hi achha source hota hai.iske alawah desi ghee me
Conjogated linoleic acid
Butyric acid
Omega 3
Omega 6
Omega 9
Ka bhot hi achha source mana jata hai
Ghee me
Vitamin-A
Vitamin-E
Vitamin-K
Ka bhi bhot hi achha source hai
Ab ye baat bhi samajh lete hai ye kam
Kese karta hai. Shuruaat dimag se karte
hai
Brain yani Dimag
Insan ka 60% dimag fats se Milke banta hai
Or jis tarah ke fats se insani dimag banta hai who fats insan ki body khud se nahi bana sakti balki insan khane se hasil karta hai.or is baat ko bhi samajh le ki jese jese insan ki umr badhti hai.us ke dimag ke fats cells bhi kam hote chale jate hai.ab kyonki desi ghee me Omega 3 fatty acid s.c.f.a ka source hota isliye desi ghee insan ke dimag ko bhot hi jyada fayda pohchata hai.
Isliye desi ghee aapke dimagko or aap ke neurotransmitter ko achhe se kaam karne ke liye ek bhot hi achha mahol banata hai.
Isliye aapne apni nani ya dadi ko kai bar ye kehte suna hoga ki desi ghee khaya karo dimag me trawat aayegi
Aankhen
Desi ghee me vitamin-E hota hai jo apki aankho ke liye bhot achha hai.or ye baat bhi samjhe ki long time tak mabile ya computer screen pe dekhte rahane se hota ye he ki jaha aansu bante hai who sahi tarike se kaam karna bandh kar dete hai.jis ki wajh se ankho me rukha pan,sukha pan jalan or dekhne me taklif jesi bimariya peda ho sakte hai.ab agar mobile ya computer ke samne aap apna jyada time nikalte hai to aapko apni diet me desi ghee shamil karlena chahiye
Jis vitamin A desi ghee se hasil hota hai.who gajar se na sirf jyada hota hai balki jyada asardar bhi hota hai.
Vitamin-d
Desi ghee me dusra vitamin d hota hai us ki khasiyat ye hoti hai ke ye aap ke jism me
Calcium aur Phosphorus ko absorb karwata hai isliye desi ghi pregnant auraton aur badhate bacchon aur kasrat karne wale Logon ke liye bahut jyada faydemand chij hoti hai.
Agar aapko chahie ki aapka body Khud B Khud vitamin D Paida Karen to aapko Subah Subah Barik kapde pahankar dhup mein tahalana chahiye
Vitamin-E
Vitamin E ka sabse bada fayda yah hota hai ki yah ek bahut hi behtarin antioxidant hota hai. Yah na sirf aapki takat Ko badhata Hai balki body mein maujud toxin ko Bahar fenkata hai
Vitamin E ka asali fayda yah Hai Ki aapki skin Chikni lachili aur chamakdar hoti chali jati hai. Agar aapki Umra 30 Sal Se Jyada Hai To aapko desi ghi khana bhi chahie aur Lagana bhi chahie.
Vitamin -k
Sirf Haddiyon Ke liye Faydemand Hota Hai.balki kisi bahut badi kisma ki chot ko thik karne me bahut useful Hota Hai. Isliye katne par jalan par chhilne par sabse
behtarin tarika yahi hai ki vahan per desi ghee Lagaya Jaaye Agar aap desi ghi Lete hain To yah aapki Khoon Ki naliyon se Charbi ko Bahar nikalta hai iski vajah se motape se Bach sakte ho agar aap motape Ka Shikar hai to aapko desi ghee Jarur Lena chahie
3 Comments
کمال
ReplyDeleteبہترین
ReplyDeleteJaja kallahu khairan kasirah
ReplyDelete