Anda fayda ya nuksan
![]() |
Anda fayde ya nuksan |
Anda khana hai ya nahi khana hai fayde kya hai nuksan kya hai.ande ke jo yellow part hota hai.jise ham jardi kehte hai. Usme cholesterol agar ham ek ande ka vajan 50 grm leto usme cholesterol hota hai.184 ml.grm or agar yahi cholesterol ham dudh se lete haito who behtarin hai.50 gram ke ek ande me 155 gram calori hai.50 grm ke ande me 6 grm protin hota hai. Or 5 grm fat hota hai. Ismein sodium, Potassium, calcium bhot jyada hota hai.yolk khate hai to yani yellow part to usme takriban 17 din ka cholesterol ek din me khalete hai.jo heart patient ke liye bilkul bhi achha nahi hai.
Egg white safed part jo hota hai usme cholesterol hota hi nahi hai.isme 17 calori hoti hai. Carbohydrate point 2 grm hota hai.protin isme 3.30 gram hota hai.or isme Sodium Potassium hoti hai jo hamari born me or muscles mein jarurat padti hai.jo isse mill jata hai. Isse heart healthy hota hai born healthy hoti hai or egg white blood pressure control karta hai.vitamin b ka bhi bhot achhchha sourc hai muttan se bhi kharab hai jaher hai yallo part aap white part ko kese bhi khaw yello part ko fenk de iss se heart ki blockage badhti hai.
Heart ke patient Ke Liye band hai jard part whit chahe kitna bhi khav nuksan nahi hai
Dudh ke baad anda ek esi chhij hai jise mukammal gija kha jata hai expert ka ye manna hai.aksar log sardiyo meto ande khate hai lekin garmiyo me bilkul nahi khate ande ke bare me kaha jata haiki bimari ke baad khanese kamjori dur karke takat deta hai.jese ham ande ko sardiyo me khate hai vese hi garmiyo me bhi kha sakte hai ye bhot mufid hai.
Kai log apne bachho ko naste me ande or dudh dena jaruri samajhte hai kyoki ma baap ko ye yakin hota tha ke bchcho ki andruni kuwat badhane ke liye ye dono chije bahot hi jaruri hai.bachche to wese bhi khana khane me bahot hi kami karte hai khate hai nahi khate or ma- baap unke liye fikar mand hote hai or wese bhi bchcho ko ese hi bger flewar ka dudh nahi pasand aata agar koi powder jese bornvita ya or koi flewar dale to gatgat pi lete hai lekin ande to bhot pasand hote hai inhe chahe uble ho chahe bred ke sath tale huve chahe parathhe ke sath
Or ande immunity power ko bhi badhata hai.or isme omega 3 jese kai vitamin or minrals paye jate hai.aam logo ke liye jinhe heart ki bimari na ho unke dimag ke liye jardi bhot hi mufid hai.ye dimag ko strog banati hai or yaddast ko badhati hai.khun me red sales ko bdhata hai u anda body ke har hisse ke liye faydemand hai.anda ek esi khurak hai jisko bachpan mehi shuru kardiya jaye ande me 18 tipe ke amino acid paye jate hai jo body ke liye jaruri hai
Yad rahe ki janwaro se peda honewali koi bhi khurak itne amino acid nahi rakhti jitne ande rakhte hai.
Ande me mojud vitamin e ku vajah se khunke thakke nahi bante ande sirf mardo ke liye hi nahi aurto ke liye bhi itne hi mufid hai.rojana ek glass dudh or ek anda aapko bimar honese bachhata hai.fir soche mat aaj se hi ando ko apne khano me shamil kare or sathme dudh ko bhi apne khano me shamil kare sehat hai to sabkuchh haiachhchhi jindagi basar karne ke liye achhchhi sehat ka hona jaruri hai.ande ka jyada fayda uthhana hai to istemal ka tarika janle
Ande ko dhimi aanch par pakaye or achha pakne de ho saketo desi ande hi khaye kyoki is ande ke mukable desi ande jyada mufid hai.kyonki poetry form mein kam wakt me jyada munafe ke chakkar me bhot se galat tarike ikhtiyar kiye jate hai.mamla yaha tak aa pohchabki chujo ko jald bada karne ke liye ese chemical khilaye jate hai jo unhe jaldi badakar dete hai. In farm ke ando me cholesterol bahut hota hai.isliye expert dr.mana karte hai khneko isliye desi adnde hi khane chahiye
baj log andeko kachcha kha jate hsi isse behtar hai ki ubal ke khaya jaye agar haf boil khana hai to ek tarika ye bhi hai ki ande ko ek pyale me tod ke nikal le fir isme ubla huwa dudh dal kar upar se sahed yani honey dal kar piye ye bhi bhot mufid hai koshish kare ki desi ande hi khaye
0 Comments