Methhi dana ke fayde




Methhi dana ke fayde





 fenugreek  seeds bhi Kahate Hain iski sabji bhi banti hai Baki Hai masalon Ke Taur per istemal hota hai kadi daal vagaira mein tadka lagane ke liye hair skin matlab ke aapki Puri body ke liye yah methi dana ekadam best chij hai. cholesterol diabetes kamar dard join pen sabka ilaj sirf ek sehat ka khajana methhi dana



Methhi dana ke fayde



Jo insan budhape tak tandurast rehna chahta hai  blood pressure,diabetes,kamar dard.haddiyo ke dard se jesi bimariya na ho uske liye roj ek chammach isme kafi nutrition minerals calcium potassium zinc ye sab hamare body ko requirement rehti hai.iske alawah protein dietary fibre ye bhi bahot important hota hai jise pet saf rahe



Jaha tak iski medicinal quality dekhe to kafi sari bimariyo me use hoti hai.aap ke kitchen mein jo methhi dana hai uske kya kya or kitne fayde hai shayad hi aap use karte ho


Skin ke liye methhi dana





Agar aap raat ko pani me bhiga de subha halki aanch pe ubaal le fir thanda hone par ek saaf bottal me bhar le or cotton se ru se chehre par lagaye fir chhod de din me do baar esa karne se acne pimples se jo daag dhabbe hote hai who saaf ho jayenge or kabhi dubara pimples nahi honge



Unwanted hair




Metthi dana ko barik powder bana ke rakhle fir 3 din me ek baar isko roj water me bhiga kar chhod de fir kuchh der baad pure muh pe lagaye pura sukh ne par  anti clock wise utar le to aap ke chehre ke baal unwanted hair nikal jayenge or ye anti aging ka bhi kam karega is tarah skin ke liye kafi achha hai or moisturizer Kabhi Kam karta hai



Balon ke liye 





Agar balon me dandruff hai. To ratko bhigaye or subha pest bana kar dahi mila ke balon ki jado me lagaye isse shining bhi aati hai balon ke liye natural conditioner bhi hai raat ko ek liter pani me bhigaye fir subha ubale pani thoda kam ho jaye waha tak fir is pani se balon ko dhoye




Methhi dana hair oil





Til ka tel sarso ka or castor oil le or methhi dana or kalonji ko pis kar tel me chhod de 8 din tak dhup me rakhe fir sar me lagaye to hair loss ruk jata hai.or baal majbut shiny hote hai or safed hona bhi rukte hai.is tarah balo par bhi asardar hai.



Diabetic logo pe methhi dana

Sugar level ko down karta hai. Isko 2 tarah se use kar sakte hai.raat ko bhiga kar subha pani pi le or chaba kar khale dusra yeh ki methhi dana ko pis kar powder bana ke rakh le or subha sham ek ek chammach khate rahe in sha allah fark padega diabetes mein methi ka pani pi sakte hain ye methhi hamare pachan ko bhi improve karti hai. Methhi dana ko proud Karke Le sakte hain upar Se nimbu adrak ke tukde dalkar kha sakte hain.








Orto ko ladkiyo ko period ke dinon mein pen hota hai ke liye methi dana ko Vivah kar usmein Thodi ajwain dalkar usko Balkar kadha Bbnakar pi Le Inshallah pen ruk jaega or agar delivery ke baad bacche ko dudhdudh pilane mein problem hoti hai To methi dana ko piskar rakh le aur subah sham ek ek chammach Le In sha allah yah problem bhi jaati rahegi iska kadha Peene se cholesterol kam hota hai aur jodon Ka dard bhi khatm hota hai. Weight loss mein bhi methi dana bahut useful hai.



Sabse pahle to methi dana deto ka kam karta hai aapke body mein kahin Bhi socase ho To usko dur karta hai. Kidney aur liver ko saaf Rakhta hai yah ek bahut achcha tonic hai kidney ke liye pen relief bhi hai dard to theek karta hai lactation ka bhi kam Karta Hai matlab ki agar bacche ko dudh ki jarurat hai to body mein dudh bhi banata hai. Immunity power ko bhi badhata hai.skin or hair Dono ko healthy rakhne ke liye achcha hai


Methhi ka pani






Methi ka pani koi bhi Pi sakta hai agar aap healthy hai to raat ko ek chammach vyakti Vidyalay aur usko Subah boil Karke halka Sa aur pani pi le usmein shehad aur nimbu dal sakte ho to dekha aapne kitne fayde hai methhi ke esi to kitni hi allah ki neamate hai.jin me allah ne kya kya fayde rakhe hai.alkah ka bahot shukr karna chahiye shukr karne se neamate or badhti hai.

Post a Comment

0 Comments