Desi chicken ya boiler chicken
![]() |
Desi chicken ya boiler chicken
Aaj ham baat karenge konsi chiken health
Ke liye jyada achhi hai desi boiler chicken khane ke kya nuksan hai or kyo nahi khani chahiye desi jyada kyo faydemand hai aaj me aapko chicken ke bare me bataungi ya fir boiler aksar shaher me rehne wale log boiler murgi khate hai or gaon me rehne wale log desi murgi jyada pasand karte hai yafir unhe aasani se mil kati hai gaon me
Boiler checken
Boiler chicken ko proper condition Mein Pala jata hai aur unka vajan badhane ke liye kaise kaise chemical diye jaate hain unhen tarah tarah ke injection diye Jaate hain tarah tarah ki davaiyan di jaati hai taki unki growth jaldi ho aur vajan badhane ki daud mein unmen se fayde hote hain woh khatm ho jaate hain jo desi murgi mein fayde hain vah boiler chicken mein nahin hote aur jahan boiler murgi pani jaati hai vahan jagah bahut kam hoti hai aur kam jagah mein inhen pala jata hai uski vajah se yah jyada naresh nahin ho paate aur healthy bhi nahin hote maximum boiler chicken Kagro 45 days se 55 days tak ho jata hai yani dedh se 2 mahine mein acchi khasi badi ho jaati hai boiler chicken
To Yahan per boiler chicken growth tarike se nahin ho raha hai. Boiler chicken kaise environment mein palte hain. boiler chicken ko kam mein rakha jata hai aur bahut hi jyada quantity mein kam jagah mein rakha jata hai chhote se pal mein dedh hajar do hajar teen hajar tak rakha jata hai. Aur boiler chicken ki life kam ke andar hi hoti hai vah paida hote hain kam ke andar aur unko bahar nahin chhoda Jata aur vahan per bahut safai safai Ka khyal bhi nahin rakha jata Itni gandi badboo bhi aati hai unke pass se or unko ghumne ke liye aur khelne ke liye acchi jagah nahin milati
Aur jo boiler chicken hai unka lifestyle kharab hai unhealthy hai lazy hai. Isliye ham Jo chij khate hain uske asraat hamare andar bhi aate hain aur boiler chicken ko market mein jo dane milte jain vahi khane mein diye jaate hain. Aur Inko bada karne ke liye hormones ka injection diye jaate hain aur antibiotic diya jata hai. Aur yah antibiotic wala gosht ham khate hain to hamare body mein bhi kafi nuksan ho sakta hai aur kam jagah mein Itni sab rahti hai uski vajah se in murgiyon mein bahut se disease hote hain jo bahut aasani se ek dusre mein fail jaate hain. Isko harmons ke injection diye jaate hain uski vajah Se hamare andar motapa janam leta hai aur jab isko bahut jyada Aag per pakaya jata hai. To chemical reduce karta hai jo is vajah se stan cancer ho sakta hai. Boiler chicken ka khane se food poisoning bhi ho sakta hai. iska gosht khane se achcha hai ki mutton bakri ka gosht machhali ya desi murgi ka gosht khana behtar hai .
Organic chicken
Or ham desi chicken ka gost bhi bahot jya da fayde mand hota hai iske ande bhi or desi murgi ko saaf suthri ko le jagah mein chhod diya jata hai vah apne hi tarike se aati rahti hai aur khelti rahti hai usko bahut hi achcha environment milta hai. aur proper sunlight unko milta hai taji hawa milati hai pura din khelte rahte hain fir raat ko apne cage mein aate hain. To Inko freedom milta hai aur boiler ko freedom nahin miltanutrition ki baat karen to donon murgiyon mein sam nutrition hota hai fat boiler mein bhi jitna hota hai utna hi desi mein hota hai.lekin boiler me fat jyada or protin kam hota hai jiski vajah se high blood pressure motapa heart attack
Lekin ek dr.ka kehna hai ki boiler Jo food khati hai usko bhi toast karte hain aur bade bade hygiene machine lage hue hain usmein sab check karte hain bade bade steamer lage hue hain cooler lage hwe aur yah sari process se gujar ke food taiyar hota hai jo bhi boiler chicken khae use koi problem na ho food ka bacterial count check hota hai.in dr. sahab ka maswara yah hai ki donon hi chicken takriban barabar barabar hai. thoda bahut texture ka fark hota hai vah bhi umra ke vajah se hota hai.allah behtar janta hai kya sahi kya galat to aapko meri post kesi lagi jarur bataiyega......
1 Comments
Nice☺️
ReplyDelete