Kalonji ke fayde

 


Kalonji ke fayde

Klonji ko English me Nigella sativa kehte hai

Aaj ham baat karne ja rahe hai kalongi ke kya kya fayde hote hai hamari body pe hadees me aata hai hamare nabi e pak salallahu alayhi wasallam ne farmaya maut ke alawah kalonji me har bimari ka ilaj hai.kalonji unko bhi bhot fayda deti hai Jo heart ke marij hote hai.sugar ke marij liver kidney even ke danto ke maslo ke liye bhi kalonji bhot jyada effective hai.

NO.1 KLONJI EK BHOT STRONG ANTIOXIDANT hai.jo hame cancer se bachate hai.to ap keh sakte hai ki kalonji me  CANCER ka bhi ilaj hai antioxidant apki body se jo jahrile mado ko bahir nikalta hai. Directly or in Directly kalongi CANCER se hame bachhane ke liye fight karti hai.

NO.2 KLONJI CHOLESTEROL KE PATIENT KE LIYE BHOT FAYDE MAND HAi.

Jin logo ka cholesterol bed fat jo body me badh jata hai.2 tipe ke cholesterol hote hai.bad cholesterol good cholesterol to jo bad chokesterol hota hai usko badhne se kalonji rokti hai.to ham ye keh sakte hai dil ki bimariyo me kalonji sifa dene me help karti hai.

NO.3 SUGAR KE PATIENT KE LIYE KLONJI

Apne dekha hoga aaj kal sugar ki bimari bhot aam hai.har ghar me jyadatar sugar ka ek patient hota hai. Family history bhi bhot se logo ki hoti hai.to unhe chahiye who klonji ka istemal rojana kare taki esi bimariyo se bachh ske

Kalonji basically anti inflammatory mojud hai.hamari body me koi inflammation ho jaye to body uska sign hamen deti hai.jo ki usually kisi na kisi bimari ki form mein hota hai.to kalongi hamw uske against fights karne me help karti hai.




NO.4 JIGAR-LIVER ME kLONJI KE FADE

Jigar liver ko protection jitni kar sakte hai. Kare kalonji ka istemal karni chahiye taqi koi bhot badi bimari se bach sake hello ji main jaise ki maine bataya anti accident properties aur anti inflamentary properties hai yahi Jigar ko protect karti hai.body ke jehrile mawad ko body se nikalna or yahi body ko detoxified karta hai.agar jigar sahi se kaam karta rhega to ham bhi sahi se kaam karte rhenge klongi jigar ki sehat ke liye bhot achhi hai.

NO.5 KALONJI ULCER MAIN

Bahot sare research me ye jana gaya hai ki ulcer ke marijoko kalonji ka istemal karwaya gya to unko bhot had tak ulcer me sifa hui hai.ulcer huva hai matlab body me kahi na kahi information hui hai to kalonji ke istemal se fayda hasil hoga

Jin ladies ko period ka masla rahata hai regular Nahin Aate unhen bhi kalaunji ka istemal regular karna chahie 

NO.6 KLONJI KO ISTEMAL KESE KARNA HAI?

Roj rat sone se pehle 1 khajoor le gutli nikal le or usme 7dane gin kar klonji ke khajoor me rakh le or khale chaba ke or rojana subah niharmo bhi le in sha allah jarur fayda hoga isko sirf gin ke 7 dane hi lene hai.







Post a Comment

0 Comments