Honey ke bare me jane
antibiotic natural medicine hai.insano ki banai hui antibiotic ke side Effect allah ki banai hui antibiotic ke koi side effect nahin
Kisi bhi Bacteria ya ko duniyaki sab antibiotic dawaiyo se jyada achha kill karta hai.
Honey ke herakarne wale fayde
Agar aap honey ke andar 6 mahine tak keera cucumber rakhdenge kheera aap delhe ek din me hi sikudne lagta hai aap fresh kheera lake fridge ki bajay bahar rakhen dusre din khira ek dam sikud jayega murjha jayega experience ke liye aap ye karke dekhe ki aap ke paas itna shahad hai ki kheera dip ho jaaye kheere me kya pani haina paniwali sabji magar usko 6 mahine tak dip karke rakh de kheere ko aanch bhi nahi aayegi na kheera sikudta hai nahi dhila padta hai shahad kitna achha muhafiz hai. Bacteria ko Pan Apne Nahin deta chahe vah lice jhoo sar me chahe bacteria Ho chahe virus Ho shehad ke andar Har chij kill Ho Jaati
Insan ke again jitne bhi chijen hain sabko maar deta hai lekin Insan ko aanch nahin aane deta chahe galat kharab ho koi bhi bacteria viral skin ke upar Sardi ho gai hai to aap shehad lagake bhi Karen kha ke bhi Karen ye jyada achha kaam karta hai
Kuchh logo ko shahad khane se sine me jalan hoti hai.
Us jalan ka ilaj ye hai ki 1 chammach shirka ek chammach shahad pani me mila kar piye jin logo ko jalan nahi hoti who log direct shahad khake bharpoor fayda uthhaye sirka aap falo ka use karenge white sirka bathroom saf karne ki dawai hai
Whit sirka khaneki chij nahi who acid Hai Jaher hai jo ham har chinese food me istemal karrahe hai.har chij me bathroom ke dag kisi chij se saf na hoto white vinegar se ho jate hai kichan ke andar ki chiknai bhi white vinegar se saf ho jati hai
Aaj se white vinegar bathroom me rakh de
Khane ke liye fruits vinegar use kare jo hamare nabi epaak sallallahu alayhi wasallam kiya karte the asp dekhiye gost kitni jaldi kharab ho jata hai gost kitni jaldi kharab ho jata hai agar aap gost ko shahad me dip karke dekhe experience karna chahe to 3 mahineone tak boti fresh rhegi bager fridge ke
Honey acne pe
Fode funsiyon per allergy pe aalag chijo me alag chijo ke sath mila ke ilaj kar sakte hai Gale kharabi main conjuction mein sinus mein help karta hai agar garam pani mila ke piyenge to kabj ko todta hai.agar thhande pani me mila kar piyenge to aapke high blood circulation ko bada set karta hai. Agar sugar level down ho jaaye tousko badhata hai.or direct khayenge to Gale Ki jitni bhi taklif hai usko dur karta hai.uske alawah aanto me agar kide hai tabbhi direct khaya jayega
Garmi ka mosam hoto pani me mila kar piye or sardiyo ke mosam me direct piye
Shahad itna mufid hai ki roj subah ki namaj ke baad 1 chammach pina chahiye bhot fayda dega jese hi gleme khich khich aati hai to ek chammach shahad lele
quraan me aata hai tum do safi chijo se sifa hasil karo ek shahad or dusra quraan
Shahad ek tarh ka energy booster hai shahad ko panime dal ke piye to mota nahi karta magar dudh me dal ke piye to mota karta hai. Shahad khali pet chatne se cough ko dur karta hai.mede ki garmi bhi khatam ho jati hai bekar ki chijen bahar nikal jati hai.
Asli or nakli shahad ki pehchan
Who shahad jo Honey Bee ped ke phool or
Falo se ras choos ke jo shahad banati hai wahi aasli shahad hai.aasli shahad bhot gadha nahi hota patla hota hai.aasli shahad me ek fingar dip kare or aap usko jitna uncha le jaye uski tar nahi tutati lekin jo nakli shahad ho to ungli me shahad lag jata hai to jitna lagta hai baki niche gir jata hai.to ye nakali hai.
Katne or jalne par
Jalne or katne par shahad lagaya jaye to chhale bhi nahi padte or jaldi thhik ho jata hai.or bacteria felte
Tamam hair problems se chhutkara
Aagar baal ki koi bhi problem hai chahe balo me jhuan matlab lice hai to
Ek chhammach fruit sirka do chammach shahad or ek chammach kalonji pisi hui in sabko achhese mix karke andar scalp me lagaye or 1 ya do ghante ke baad hair wsah kare fir result Dekhen ek ek baal aalag ho jayega or jhuae bhi mar jayengi
Kya kamal ka hai ye shahad khud bhi fayda ithhaye or dusro ko bhi suggest Karen mashaallah kya kya neamate di hai allah ne insan heran hai.
3 Comments
Good..g...keep it up...
ReplyDeleteGood
ReplyDeleteMaggner wala theme lgay tu best hu jay ga
ReplyDelete