Rose yani gulab ke fayde
![]() |
Rose yani gulab ke fayde
Dosto kudrat ne hame esi kai chije di hai. jiske bahut hi amazing fayde hain unme se ek hai gulab jise english mein rose kehate hai gulab ke aise amazing benefit hai ki aap jaan ke hairan ho jaen allah ka lakh lakh shukar hai ki usne hamare liye esi fayde mand chije bana kar hamari life esy kardi to aaj ham rose ke bare me baat karte hai dosto sadiyo se gulab ko har tarah se use kiya jata hai chahe body ke liye ho chahe khane ke liye chahe skin balon ya fir shadi byah me sajavat ke liye or sadiyi se glab ka use beauty products banane ke liye bhi kiya jata hain
Aur aapko jaankar hairani hogi ki sehat ko acchi rakhne ke liye bhi gulab bahut faydemand hai ghulam hamare body ka metabolism rate badhata hai. Aur hamare body ke sare option ko flash out karta hai aur motapa kam karne ke liye bhi use full hai.
Vajan kam karnewala rose drin
iske liye karna yah hai ki ek se do gulab ki pattiyon ko lekar pani mein ubale jahan tak pani ka rang pink na ho jaaye to utar le aur halka gunguna pani rahe to isme ek chammach shahed daal kar pee le to vajan kam karne mein bahut help milegi
Rose Petal ko khane ke fayde
Rose petal ko khane se kamjori dur hoti hai. Aur body mein ek nai takat energy milati hai. Agar aap kab aur bavasir se pareshan hai to gaulab ki pankhudiyan aapke liye ekadam best hai. Gulab Ki pattiyon mein fiber bahut jyada hota hai aur aise kuchh compound hote hain. Jo pachan kriya ko increase karte hain. Ek mutthi gulab ki pattiyon mein lagbhag 30 se 40 ml pani milakar pis lijiye aur gadha pest banaa lijiye aur ab is pest ko teen se char din tak aise hi khaea bavasir se In sha allah chhutkara milega Gulab Ka Phool Ko dur Karke pachan Kriya ko increase karta hai.
Taaje Gulab ko piskar uska ras nikalkar kan mein dalne se kan ka dard theek ho jata hai. Ghar aapke muh mein chhale hue hain to gulab ki pattiyo ko pani mein ubal lijiye aur usse garare yani gagal karne se bhi chhale theek ho jaate hain. Agar garmi ya thakan se aankhon mein jalan ho rahi hai to rose water ki kuchh bunden aankhon mein dalne se aankhon mein thandak pahunchegi aur agar red ho gai hai to theek ho jayegi agar aap sara din Ki thakan se pareshan hai stress hai aapko to roj raat ko aap gulab ki pattiyon ko pani mein aadha ghanta bhiga dijiye aur fir woh Pani se naha lijiye jisse aapki thakan dur ho jayegi aur bahut hi acchi nind aaegi
Migraine Ke dard se pareshan hai.
10 gram rose pattern mein ek chammach mishri aur do dane ilayachi ke ine teenon chijon ko peace kar roj subah khali pet khae Inshallah migrain se chhutkara milega roj do chammach gulkan khane Se haddiyan majbut hoti hai aur haddiyon Ka lachilapan barkrar rahata hai. Ladies ko leukoriya jaise rog aur peshab mein jalan me fayda hota hai.10 gram Rose pattern mein mistri ko dalkar peace len aur face ko roj subah sham khayen jisse leukoriya mein fayda hota hai
Gulab ke phool sedant majbut hote hai
Gulab Ke Phool Ko khane se dant majbut hote hain aur masudon mein pus aana bhi ruk jata aur parrhea rog bhi nahin hota aur agar hua ho to usmein fayda hota hai garmi Mein ghabrahat ya bechaini hone per subah subah gulab ke phoolon ko chabakar khane se gabhrahat me aaram milta hai. Gulab ke Phoolon ko khane se t.b aur asthma ke rogon mein bhi Rahat milati hai.khubsurati ko badhane ke liye to gulab koi vardan se kam nahi hai.
Rose water yani gulab jal
Gulab Jal ek natural toner hai yah skin ki ilasticity ko banae rakhta hai. Aur roj long time tak chehre per lagane se anti aging ka kam karta hai chehre per jhurriyan nahin hoti aur long time tak skin ko Jawan rakhta hai. Gulab jak skin ke daag dhabbe dur karta hai aur skin ko chamakdar banata hai.lips par gulab ki pattiyo ko pis kar usme thoda shahed or nimbu ki kuchh bunde dal kar lips par lanese lips ki blackness dur hoti hai aur lips pink aur chamakdar ho Jaate hai.sardiyo me Chin ki dryness dur karne ke liye do chammach roj water aadha chammach shehad do chammach nimbu aur aadha chammach glycerine ine sabko mix karke ek botal mein bhar ke fridge mein rakh de aur Roj raat ko hath pair per aur chehre per lagane se skin ki dryness khatm hoti hai gulabnki pattiyo ka lep acne aur pimples par lagane se bahot jaldi thhik ho jate hai.
Sukhi gulab ki pattiyon ke fayde
Sukhne ke baad bhi gulab se hame fayde hi fayde hai kya kamal banaya hai rab ne kuchh chijo ko rose petal ko sukha kar ek jar me bhar dijiye or fir aap iska kai tarah se istemal kar sakte hai isko pis kar rakh le ek chammach garam dudh me ubal kar pine se bhi dimag sant hota hai.gulab ki tasir thhandi hoti hai.or in shukhi rose petal se aap face pack bhi bana sakte hai face pack me bhi use kar sakte hai meto bhai aksar banake face pak me scrub me use karti hu scrub mene banaya tha kamal ka bana tha sukhi gulab ki pisi hu pattiya chawal ka aatta or honey or nimbu mix kar ke ek jar mein bhar ke fridge mein rakh le aur jab scrub karna ho isase hi karen ki ekadam chamakdar ho jayegi khatm ho Jaenge aur andar Se nai skin bahar aaegi aur iska lip balm bhi banta hai jo mene banaya tha bees wax ka use karke
to kesi lagi jankari aapko comment mein jarur batayega.....
1 Comments
Ú¯Úˆ
ReplyDelete