Vitamin E capsule
Aaj ham baat karenge vitamin e capsule ke bare me iske kya fayde hai kab use karni kya nuksan hai kin chijo me use karna chahiye or kitna use karna chahiye rab ki in neamato pe rab ka lakh lakh shukar hai ki hamari jindagi me esi esi chije hai ki ginna bhi mushkil hai mene or aapne bahot se videos dekhe honge aur vitamin E capsule ke bare mein padha bhi oga ki jisme Iske kitne benefit hai uske bare mein bataya gaya hoga aur yahi reason hai ki Kitni aasani se ham skin,hair ke liye isko use karne lagte hain. But kya ham jante hain ki vitamin e ke oral consumption se side effects hote hai aur uske drug interaction bhi hote hai
Dr. Ke najariye se vitamin e kya hai
Ye ek vitamin a fat soluble vitamin hai. Jiski difference form hote hain.a-Tacofherol form hai jo insano ke liye kam aate hai.jiske jyada kha lene se ye body me jama hone lagta hai. Jiski vajah se bliding khoonki kami dyriya ho sakta hai.
Vitamin e side effects
Vitami e platelet aggregation ko inhabit karta hai.isse bleeding condensense increase hoti hai.yahi reason hai ki isse brain hemorrhage stroke ka khatra badh jata hai. Aur dekha gayahai ki vitamin A ke access consumption prostate cancer ka Khatra bhi badhta hai. Vitamin E ka cholesterol kam karne wali dawai ke sath bhi drug interaction dekha gaya hai. Vitamin a in medicine ke effect ko reduce karta hai. Vitamin e lene se kimo therapy effectiveness bhi kam hoti hai.kyoki vitamin e ek enticoagulant hai.agar ham ise kisi bhi anticoagulant medicine ke sath lete hai.to medicine bleeding tendency increase hoti hai.
Vitamin E ke benefits
Vitamin e antioxidant hai.isse ye free radicals se hone wale damage se Bachata hai. Free radicals jo hamari body me bimari felate hai or jaldi budha karte hai. Unhe hamari body se saf karta hai.isi vajah se yah hamar eaging process ko slow down karta hai.ye hamara cancer se hard dishes age disease se bhi bachav karta hai. Vitamin e immune function ko bhi increase karta hai. Vitamin E se blood clotting a risk bhi kam hota hai. Vitamin E ka anti inflammatory ka action bhi hota hai.
Vitamin e food source
Vitamin e hame sunflower oil,nuts, avocado,Whole Gran, broccoli, spinach vitamin e ke big siurce hai.Males ya females jin ku umar 14 se jya da hai.vitamin e ki daily requirement 15 ml gram ki hoti hai. Jo mother wedding karati hai unki retirement jyada hoti hai 19 Itna amount ham hamare food se bhi pura kar sakte hain. Is vitamin e ki hamen natural ab nahin lena chahie naki goliya khani chahiye food se green lifi vegetable whal grain se vitamin e capsule aapke dr. suggest kare tab hi le
Agar aap isko bahot jyada loge to mout tak bhi ho sakti hai agar Kisi Ko diabetes hai aur vah Vitamin E capsule ko bahut jyada le ja rahe hain to unko heart Attack ke chances badh jate hai. Isliye doctor ki salah ke bagair Vitamin a capsule ko nahin khana chahie aur Agar aapko Aankhon Se lagti koi problem hai to Vitamin a doctor ko puche bina bilkul nahin lena chahie iski vajah se blindness bhi ho sakti hai.ouraton ko kafi jyada khudki skin or haircare ki fikar rehti hu to unki bhi doctor ko puchhe bina nahi lena chahiye agar ham jyada leto hota hai. side effect
Vitamin e ka use
Ye kai beauty product me dala jata hai.jese cream or lotion mein dala jata hai khaskar anti aging cream mein vitamin e ka use hota hai.sath hi sath ye ek achha moisturizer bhi hai.vitamin e oil or Vitamin E capsule aapko chemist ki dukaan se aasani se mil jaenge jyada achha ye rahega ki aap vitamin a capsule ka Patta le le medical se aur ek ek capsule mein aap Jo oil hota hai usko use Karen vah aapko sasta padega aur pure oil milega
Ek baat ka dhyaan rakhna hai ki kuchh Logon vitamin e capsule se allergy hoti hai.pehle aap is oil ko gale ek jagah laga kar puri raat rehne de agar koi effect nahi hota to use kare aasani se vitamin e ko dry skin ko moisturizer dene ke liye use kiya jata hai.vitamin e capsuls ko ghaw par lagane se ghaw jaldi bharta hai. Kuchh research ke mutabik Vitamin E ultraviolet race hoti hai usse bhi bachata hai.aur skin cancer se bhi bachata hai. Skin me honewali allergy ko kam karta hai. Eczema fungal infection khujli ko kam karta ha
Vitamin E hamare skin ko sunburn hone se bachata hai aur jo ho chuka ho to use theek bhi karta hai vitamin e nails ko majbut karta hai. Aur baar baar tutane aur pile hone se bhi bachata hai.vitamin A E aur D body ke liye bhotse log is vitamin e ko balon pe chehre pe lagate hai. Yah bahut had tak local application sahi hoti hai kyunki aapki body mein nahin ja rahi aap isko body ke upar lagate hain. Agar body ko Vitamin E ki requirement hai to hi vitamin hi kha sakte hain varna to nahin aur doctor ki salah ke bina to ise hargiz na len
Jyadatar log vitamin A ke fayde dekhkar usko lene lagte hain lekin agar aapko jarurat nahin hai agar aap jo khana khate hain usse hi aapko vitamin e mil jata hai to fir aapko iski capsule lene ki koi jarurat nahin isko sir me dalne ke oil me mix karke bhi lagaya jata hai to kesi lagi jankari
4 Comments
Great job 👍
ReplyDeleteVery informative 👍
ReplyDeleteGood
ReplyDeleteMa Sha Allah
ReplyDelete