Jeera ke fayde immunity power ko badhata hai or motape ko kam karrta hai



 Jeera ke fayde immunity power ko badhata hai or motape ko kam karrta hai english me Cumin seeds ke name se jana jata hai




Jeera ek purana masala hai jo muh me ek test chhodta hai.kya ap jante hai jire ke apki sehat ke liye kitna fayde mand hai.

Jeere meThaimol name ka ek vitamin hota hai.ye vitamin hajme ko sudharta hai

Jeera kai sehat ki problems ko dur karne me gunkari hai jira kai ghrelu ilaj me bhi fayde mand hai.to chaliye me apko batati hu ki un health problem ke bareme jinme jira gunkari hai 





Jeera sabji me dale jane wala aam masala hai.lekin jire ka use kai log dusre tarike se bhi karte hai.kitne hi log ise kisina kis sakal me regular khate hai.jeere me antioxidant hai

Or ye fibre iron magnes,potassium magnesium,zinc,copper jese minerals ka achcha source hai.or vitamin E,A,C,or B complexion bhi bhot jyada paya jata hai.






  • Health benefit of jeera

Isliye aaj me apko jeere ke bare me bataungi

Jeera khane se kya kya fayde ho sakte hai.

Jeere ka science name (CuminumSyminum ) hai. Sanskrit ise jeerak kehte hai joki ek phool wala podha hai jo dekhne me shof (varyali)ki tarah dikhta hai 


Iske podho me phool ugta hai jis ke bijo ko sukhakar jira istemal me laya jata hai.


1. Weight loss





Jeera heart disease, diabetes, me bhi fayda karta hai.jira khane se exercise aur balance diet ke sath  vajan kam kam kar sakta hai.


2015 me hui 8 hafte ki research ke mutabik kuchh logo ne (weight loss medicines) Li or kuchh logo ne jeera khaya result chaunkane wala tha dawai khane Walon ke jitna  hi jeera khane Walon ka vajan kam hua or insulin level me bhi kami dekhi gai


20014 me huwe ek research ke mutabik motape se ghiri hui orto ne 3 mahine tak har din dahi me 3 gram jeere ko khaya to un ke vajan me kafi kami aai 


2.digestive system ko Sahi Rakha Hai




Ye digestive enzyme ko badhakar digestion ko Sahi karne mein help karta hai

Pet Dard dayerya morning sickness isko jarur khana chahiye ek glass pani me ek chammach bhune jire ko mila kar piye 

Chhas me bhuna jeera kalimirch Chanchal 

(Red salt)m mila kar pine se pet ki kai bimariya nahi hoti.





Agar apko gas ki taklif hai to 1 glas pani me el chutki bhuna jeera powder,chhota tukda adrak, sendha namak,or aadhi chhoti chammach soaf  dal kar ubal le or thhanda hone par piye yeh  kahwa period Mein hone wale Dard or kabj jesi taklifo mein aaram deta hai.

 Agar bachho ke pet me dard rehta hai to jeera ubal kar thanda karke pani pilaye aaram milega in sha allah






3.Immunity power badhata hai

Jeere me iron or dietary fibre ka achcha source hota hai.ye bimariyo se ladta hai or immunity power ko kayam rakhta hai ap kam bimar padhte hai.

4. Cholesterol level ko Sahi kar

 hai





Jeere me flavonoids with antioxidant hote hain.ek study ke mutabik Jin logon Ne 8 din tak din main do bar jeera khaya gaya un me unhealthy blood Triglycerides mein kami dekhi gai isliye keh sakte hai ki jira bad cholesterol ko kam Karke good cholesterol ko badhata hai.


5. Jeera balon ka dost hai.





Rat ko jeere ko bhiga kar us pani se shampoo karne ke baad sir dhole isse bal majbut to hote hi hai.sath hi balon ki jado ko khokhla hone se bachata hai jire ka pani apke balonko chamak dar banata hai.


Isliye jeere se har tarah se fayda uthhaye jeere ko khaye lagaye or apni sehat skin balonko healthy banaen chaliye to ab Ijazat dijiye ap ki dost ko








Post a Comment

1 Comments