Moringa kya hota hai aur kab lena hai


 Moringa kya hota hai aur kab lena hai


Moringa kya hota hai aur kab lena hai



moringa jise hindime sehjan sugaw english mein drumstick leaves bhi kaha jata hai.aur isko saragva bhi kehte hai.

moringa ko miracle plant bhi kaha jata hai kyunki iska har part jo kisi na kisi na kisi chij ko cure karne mein kam aata hai. Chahe who roots ho branches  ho ya Iske flower ho ya Iske fruits ho sabhi parts bahut useful hai aur sabhi tarah se isko use bhi kiya jata hai. To Iske benefits ke bare mein baat karenge ise lena chahie ki nahi kab lena chahie  kise lena chahie kise avoid  karna chahie Iske health benefits ke bare mein ki kitna lena chahie



Moringa me kya hota hai.




Iski properties ki baat karen 46 powerful antioxidant hote hain. Iske test Ki Baat karen to test Kafi pungent slightly bitter yani tura halka kadwa yani lagehi na ki kadwa hai. Iski tasir garm hoti hai. Isliye ise sardiyon mein liya jata hai garmiyon mein bhi le sakte hain. Lekin kuchh precaution ke sath iska test thoda sa bitter hota hai isliye body ko alkalising  aur cleansing karta hai aur sabse important baat yah hai. Aapke liver ko detoxify karne ke liye bahut behtarin hai. iska nature ji hota hai who halka sa dry hota hai.




Ayurved ki baat karen to vata aur kafa donon ko balance karta hai. Lekin jinka pitt bada hua ho unko avoid karna chahie skin nutritional value ki ab ham baat karenge

ek teaspoon moringa ke andar 9 calories hoti hai.aur isi me 1 gram protein milega 1 gram carbs 0.1gram fat milta hai Iske andar essential amino acid hote hain.

Jo iska bahut nutrition point hai. Agar ek cup uble hue leaves ki baat karen 25 calories 4 gram carbs 2 gram protein 1 gram fat milega agar micro nutrients ki baat karen to yah bahut high hota hai.



Calcium, iron,vitamin A,C,K B group ke bahot  sare vitamin hote hain.moringa me iron,magnesium,potassium,phosphorus,

zink high hota hai. Iske benefits of nutrients ke bare mein jaankar aapko aur bhi heran hogi jab aap ye sunogeki moringa leaves mein oange ke compare mein 7 guna jyada vitamin C hota hai.4 guna jyada vitamin A hota hai carat ke mukabale mein

dudh ke comparison mein 16 guna jyada ismein calcium hota hai. 15 guna jyada potassium hota hai banana ke mukabale mein. 25 guna jyada iron hota hai spinach ke mukabale mein yani palak ke mukabale mein.






To south mein se bahut khaya jata aur India mein bahut jyada consume kiya jata hai. Lekin Iske help benefit dekhte hue yah sari duniya mein mashhur jo gaya hai. To yah hamare India mein moringa easily mil jata hai kahin bhi  kai log apne ghar ke aaspaas bhi iska poudha laga lete hain. Iska jo poudha hota hai who bahut easily grow ho jata hai. Agar aapke pass garden hai to aap apne garden mein iska paudha jarur jarur ugaye yah bahut faydemand hai.





Moringa health benefits




Aapko jaankar hairani hogi ki Iske health benefits bahut jyada hai. Kitni hi aisi health se related problem hai jinka ek hi upay hai moringa Agar female mein anemia hai iron ki Kami hai. Agar aapko bahut hi kamjori hai joint mein problem hai. Kidney stone hai.to moringa bahot hi behtreen hai. Stress,anxiety,tension ko dur karta hai. body ke andar kisi bhi tarah ki swelling hai.to use reduce karta hai. Yani anti inflammatory hai. Constipation se rahat deta hai. Fat ke metabolism mein help karta hai isliye weight  loss ke liye bahut hi behtarin mana gaya hai moringa ko aapke energy ko boost karta hai.moringa immunity ka boost karta hai aur aapki skin aur hair ke liye bahut achcha hai.





Aur ab to bahut sare aise shop aur cream aane lagi hai jismein moringa ka use karte hain. Agar aapke pass moringa ka powder hai to aap isko nimbu ke juice mein ya dahi mein milakar face per lagaenge to acne ko reduce karne mein aapko bahut help milegi agar aapke sar mein dandruff hai to aap isko hair pack ke tor pe  laga sakte hain. Antitoxin hota hai yah moringa harmons balance ke liye females ko bahut help karta hai. Ismein alkaline properties hai isliye diabetes ko control karta hai. Gastric ulcer ko reduce karne mein help karta hai. Thyroid wale patient ko bhi help karta hai moringa





Jinhen high BP ki problem hai usko control karne mein help karega aur moringa ek natural fat burner ka kam karta hai hamari body ke andar agar aapke muscles mein cramp hai to usko reduce karta hai. Bad cholesterol ke sath fight karega kisi bhi tarah ke infection ko increase karta hai yah sweating ko aapki body ke andar pet mein jo pachan Kriya hoti hai use support karta hai. Agar aapko sleep disorder hai raat Ko nind nahin aati to aap isko roj raat ko sone se pahle le sakte hain. iske health benefits itne hain to iska matlab yah nahin ki iske koi side effect nahin hai.




Specially is ka test thoda bittar hota hai isliye kai logon ke stomach ko yah suit nahin karta Jab aap ise pahli bar le to bahut thoda le aap isko pani mein le sakte hain chai mein le sakte hain. Lekin yah pani mein acche se mix nahin hota iske alavah aap jab bhi powder ko le powder ko unfood foam me le kai log isko aate mein mix karte hain ya aur koi food mein to aap jitna ho sake iske row le pani ke sath moringa ki pattiyon ko bhi jab asp ubale to isko thoda sa kaccha rahane de isko bahot jyada ekadam pakaaye mat jaise ham baki drink lete hain. Jinka stomach bahut kamjor hai unhen main advice dungi ki who doctor ke consult ke bad le ya fir ekadam kam amount mein start kare fir dhire dhire badhaye




Jin logon ka BP low rehata hai who doctor ke consult ke bad hi le pregnant women ko lena chahie ki nahin kai log kehte lena chahie kahin log kehte nahin lena chahie vaise uski tasir jyada garam hoti hai.to me advice karungi ki aap precaution le aur iska avoid karen ab iska fruit Le sakte hain lekin iski pattiyon ke powder ko avoid karen agar aap delivery ke bad lena chahte hain to bhi 3 ya 4  hafte jaane de uske bad aap lena shuru karen chahe who weight loss lkarne ke liye ho chahe energy   ke liye agar aap kisi bleeding disorder se pareshan hai rabhi aap doctor ke consult se lenge aur periods ke dauran ise avoid karen baki din aap aaram se le sakte hain.



Moringa  powder kitna lena chahiye 





Aap ise ek teaspoon se start le rojana le sakte hai Jab aapka stomach aur aapki body isse manus ho jaye tab hi aap isko jyada le sakte hain. Apne body Mein changes ko pahchane agar aapko lag raha hai to Iske koi side effect ho rahe hain aap isko band kar de agar iski pattiyon ki jaye to south mein isko chatni mein sambhar mein sabji mein bahut si chijon mein use karte hai Iske powder se aaptea bana sakte hain moringati bahut famous hai.aaj kal isko pani ke sath le sakte hain iska juice banakar pee sakte hain. Infection se bachata hai isliye purane jamane mein agar ghee ko protect karna hota tha to usmein moringhal ki pattiyon ko dalkar ghee ko protect karte the iski pattiya asp aalu me daal me chatni me dal sakte hai.





agar aap isko abhi Amabhi shuru kar rahe hain to khali pet lena avoid karen fir jab aap ise manus ho jaaye to aap isko khali pet bhi le sakte sabse best time hai isko lene ka breakfast mein aap isko le to yah thi moringa se related sari jankari kesi lagi jarur bataye comment me.....

Post a Comment

2 Comments