Chehre gardan par hone wale til aur masso ka ilaaj
![]() |
Chehre gardan par hone wale til aur masso ka ilaaj |
Aaj ham baat karenge chehre aur gardan per jo masse aur el hote hain usse kafi log bahut pareshan hote hain khaskar ke ladkiyon ko yah problem hoti hai aur unko sharmindagi hoti hai dil to Itna masla nahin karte lekin masse bahut problem karte hai
hamare face per jo bhi chhote chhote daag dhabbe ho jaate hain unhen ham til kahate hain lekin yah til bhi alag alag reason se hote hai
Skin tag
Chhote Chote masse jo gardan par nikal aate hai bahot hi bhadde lagte hai. yah skin ke ek jagah jama hone per chhote chhote naram naram ganth jaise hote hain
ye masse hamare normal skin se attach rahte hain aur inmein koi dard nahin hota lekin kuchh masson mein dard bhi hota hai
masse aur warts me hamesha confusion rahata hai warts me infection hota hai.jo hpv virus se hota hai.warts fail sakta hai isliye iska Ilaaj karna jaruri hai masse me ye sab nahi hota masse hone ke kai reason ho sakte hain sabse common reason hai genetic agar aapki family mein kisi ko hai. To chance hai ki aapko bhi massa ho dusra reason hai motapa motape ke reason se ya fir skin ko ragadana ya skin Ka moti hona isase masse ho sakte hain
Agar ham thode time rahte hain exercise karte hain motapakkam karte hain to fir mujhse hone ka khatra kam rahata hai.
yah masse aksar aankhon ke aaspaas gale pe breast ke niche aur bagal mein ho jaate hain yani yah un jagahon per Jyada hote hain jahan skin mein fold hota hai aur scheme thodi moti hoti hai. masse ya skin tag koi infection nahi hota hai sirf skin mein ragad lagne ke reason se ho jaate
Yah masse hamari skin ki upar wali satah per hote hain jo dawai lagakar aasani se sukhaya ja sakta hai. Inko sukhane ke liye ham 0.05% ya 0.1% ratino-A cream5 1% benzoyl peroxide cream ya 5% flurouracil cream ko use kar sakte hai. Yah sab cream kafi strong hote hain inhen normal skin per lagane se skin sunlight se bahut sensitive ho jaati hai.aur jal bhi sakti hai isliye achha haiki aap ye cream raat ko sone ke pahle laga hai. Toothpick thodi cream lekar jahan masse hain vahan lagai
fir acchi tarah sukhne dme aur fir so jaye fir subah halke garam pani se chehreko dhole
Kuchh dinon tak treatment karne se masse gir jaenge apne chehre ya gardan jahan per bhi aap laga rahe hain to is cream se dusre hisson ko bachana hai. Yad Rahegi koi bhi cream ya gel lagane se skin per jalan ho to lagana bandh karde ya fir hospital mein doctor jo dikha kar treatment karva kar bhi nikalwa sakte ho ek homeopathic dawau jiska name thuja 200 hai ye masse nikal ne ke liye behtarin hai yah liquid aur chhoti chhoti gol white goliyon mein aati hai liquid ki 5 bunde din me 3 baar khali pet aadha glass pani ke andar dalen aur usko pi jaaye ya fir white goliyan 5 din mein teen bar jaban ke niche rakhe chus le 2 ya 3 mahine lagatar khane se masse sukh jaenge thoda time lagta hai lekin yah treatment bahut acchi hai
Kisiko kale til hote hai kisi ko broun
kisi ko to chhalni jitna bahut sare til hote hai. lekin yah hote Kyon hai iska reason aapko pata hai pahla reason to yah hai ki san exposure dhup mein ghumne se bhi hote hain.to ese logo ko jyada hote hai. dusra hota hai dark skin yah til light skin walon se jyada dark skin walon mein dekhne ko milta hai aur teesra reason hai genetically agar aapki bhi family mein baki logon ko chehre per ya kahin aur jyada til hai to aapko bhi hone ka reason badh jata hai yah til isliye bante hain ki hamare body mein Kuchh sales apna apna santulan kho dete hain isliye tel bante hain.
Yeh til sabse jyada bachpan mein aur teenage mein dekhne ko milte hain aur isko banne se rokane Ke liye dhup mein nikalne se pahle sunscreen Ka istemal karna chahie aur han aisi koi bhi cream nahin hoti jisko lagane se til ko mitaya ja sakta hai.lig til ko khatam karne ke liye apne chehre pe soda lemon toothpaste Aana Jaane क्या-क्या Lagate Hain Tel ko jalane ke liye tel ko hatane ke liye lekin please please aap log Aisa mat kijiye yah bahut hi case bigad jata hai aur dil ki bajay chehra jal jata hai chehre ki skin aur skin kharab ho jaati hai aisa kuchh mat kijiye yah cell hota hai jo kharab ho chuka hota hai aap usko bahar se theek nahin kar sakte agar aapko nikal nahin hai to doctor ke pass jaen unse salah len ki kya bahas rahega tabhi aap kuchh kariye yah masse ki tarah nahin hota vah aasani se nikal jaaye
Masse ko dur karne ke liye home remedy
castor oil jisko arandi ka tel bhi bolate hain yah jyadatar hair growth ke liye istemal karte hai.kisi ko kabj rahti hai vah log castor oil ko dudh mein dalkar peete hain to kab dur hoti hai.us castor oil mein ek chammach khane ka soda mix karna hai are theek pest ban karke taiyar ho jaega
Is Ko lagana aise hain ki skin ko puri clean kar lenge koi pasina ya kuchh bacteria kuchh nahin hona chahie fir thodi si quantity lekar masse per masaj karenge aur do teen ghante ke liye chhod denge
aisa aapko din mein do bar karna hai aur yad rahe ki aapko regular karna hai agar aap lagatar regular roj nahin karenge to koi fark nahin padega ek bar din mein laga lijiye aur ek bar raat ko sone se pahle yah solution aapki masse ko dhire dhire dry out karta jaega aur fir vah ek din jhad jaega ya hafte aur 10 Din mein aap aisa fark dekhoge depend hai aapke masse per agar aapko massa bahut bada hai to jyada time lega aur agar chhota hai to fir Inshallah jaldi gir jaega
Aur dusri remedy masse ko nikaalne ke liye pyaj ka ek chammach juice nikale aur FIR uske andar apple cider vinegar ya koi dusri fruits ka vinegar angur ka mix karen acche se aur fir usko subah Aur raat ko mujhse mila bhai aur yah aapko rojana karna hai isase bhi In sha allah to aapko ye post kesi lagi comment me jarur batana
2 Comments
very useful
ReplyDeleteSuperb
ReplyDelete