30ki umar ke baad kya khana chahiye?



 


30 ki umar ke baad kya khana

 chahiye?



30 ki umar ke baad dite me jarur shamil kare ye chije hamesha rahenge fit or young

Umar badhne ke sath sath body me kai badlav aate hai.badhti umar me haddiya or mashpeshiya kamjor ho jati hai.or kai tarah ki bimariyo ka jokham badh jata hai.ese me aapko khane pine me khash dhyan dena chahiye badhti umar ke sath hamare body me kai jaruri vitamis or calcium ki kami ho jati hai.batadu ki pet se honewali bimari sirf pet tak nahi rehti aapke chehrepe bhi aasar dalti hai jisse aapki khubsurti kam hone lagti hai.



Agar asp apni life me kuchh changes karle to badhti umar ke sathh bhi aap khubsurat dikh sakte hai.sathh hi aap khudko kai tarah ki bimariyo se dur bhi rakh sakte hai.or ham apni rojmarrah ki life me kuchh chhoti chhti galtiya karte hai jisse ham bimariyo se ghir jate hai or khubsurti kam ho jati hai to aaiye jane kya hai who galtiya

Kya hai jo life me kabhi nahi karni


Khane ke baad foran pani pina 





Ye hamari healthh ke liye kafi bura hota hai agar aapko pani pina haito khana khanese pehle jitna bhi pina ho pi lijiye khane ke baad kabhi na piye  khane ke ek ghante ke bad hi pani piye 


Naste me  fruit ka juice pina or dopeharme dahi ya buttermilk zaroor Shamil Karen aap ke khane me rat ke khane ke baad dudh piye kafi usefull hai.logo ki aadat hoti haiki who ek sans me pani pine lagte hai ye bhot nuksan deh sabit ho sakta hai pani ko 3 sans me bismillah bol kar piye  or bethh kar piye ye hamare nabi e karim sallallahu alayhi wasallam ki sunnte mubaraka hai sunnato ko apnaye life kabhi bimar nahi padoge khade khade kabhi pani nahi pina chahiye isse apko ghutno ka dard hoga or pine ke baad alhamdulillah kahe 


Hari sabjiya





Hari sabjiya hamari sehat ke liye faydemand hai yeto asp jante hi honge hari sabjiyo me iron,protein, zinc,vitamin k,lutin,folet, calcium, Bita keratin jese jaruri posak tatwa  mojud hote hai.isse body me khuoon badhta hai.or yaddast bhi tej hoti hai.hari pattiyo ki sabjiya khane se ankho ki roshni tej hoti hai or haddiyan majbut hoti hai.


Hari sabjiyo me callory or fat  kam pai jati hai balon ke liye skin ke liye bhot achhch skin ko khubsurat banati hai isse immunity power badhta hai.isse tanaw cancer  heart attack Jesi bimariya nahi hoti rojana hari sabjiya khane se body ko Jyada se Jyada protein milta hai or sathh hi rojana vyayam karna chahiye to tanaw dur hota hai idliye dosto roj vyayam kare or hari 


Alsi 





Badhti umar me dil ki bimariyo ka khatra badhne lagta hai.alsi ke bij ka istemal smdil or sar ki bimariyo me faydemand hai. Alsi ke bij mein Omega 3 fiber aur fatty acid maujud hota hai  jisse haddiya bhi majbut hoti hai me kese use karti hu badam se thhodi kam alsi lekar grind Karke ek jar me bhar ke fridge mein rakh deti hu rojana subah ek chammach dudh ek cup ubal kar pee le


Nuts





Nats hamari skin ke sathh sathh hamare balon ke liye bhi jaruri hai.isme fet,protin, vitamin,minerals, antioxidant or fibre maujud hota  hai.isse kai khatrnaak bimariyo ka khatra kam hota hai. Nats khane se pet ling time tak bhara huva mehsus hota hai.or bhuk bhi kam lagti hai isse vajan bhi ghatane me help hoti hai


Anda





Ande me protin jyada jota hai isliye khash tor par ledes  ko anda jarur khana chahiye 30 ki umar ke baad born density kam hone lagti hai isme protin ke sathh sathh vitamin D hota hai jisse haddiya majbut hoti hai rojana kam se kam 1-2 ande jarur  khaye


Pyaz





Pyaz me bhi bharpur entioxident mojiud hote hai jisse cancer or tumar jesi danger bimariyo ka khatra kam hota hai pyaz ke khane se metabolism bust hota  hai jisse vajan kam hota hai or pyaz me mojud potasium se blood pressure control rahata hai

Vitamin C 

Vitamin c wsle fal lene se apki health kafi achhi rhegi isse vajan to menten rahegahi sathh hi bimariyo se bhi bach sakte hai


Fish yani machhli





Agar aap nonveg pasand karte hai to isme omega 3 fatty acid hota hai jo body ke liye behad jaruri hai agar aoke hair gry hone lage hai to rojana machhli khaiye or isse apke baal ekbaar fir black hone lagte hai or jyad se jyada rojana naste me or ratko dudh piye


Shahad - honey





Ye bhi rojana le nimbupani me mila kar piye iske bhit se fayde hai ispe bhi mene post likhi hai.jarur vsit kare apko janne milega kya kya fayde hai shahad ke


Kalonji - khajoor 






Ye dono chijo ke bhot fayde hai khajoor se khoon badhta hai or kalonji me mot ke alawah har bimari ka ilaj hai isko roj rat ko or subah khjoor me 7 dane rakh kar khalena chahiye 



Age esi chij hai jo badhni hai or skin pe chang aane hai. Jo  changes aate hai who hamare dite or  stress ku vajah se hormonal changes aate hai jiski vajah se jo ham dhup me jate hai or sun exposes in sab ki vajah se jo changes hai unme pigmentation,freckles, jhurriyan ye sab chije hamari skin pe shwo hone lagti hai jiski vajah se hamara skin thhoda dark hone lagta hai.


 aging ko dur karne ke liye

Ghar pe kya karna chahiye aaiye ham aaj jante hai.hamari skin alag alag tarah ki ho sakti hai dry ho sakta hai oily bhi ho sakta hai to jis tarah ka skin hai usi tarike ka facewash use kare uske baad jai chaurizer jo aspki skin ki dryness ko thhik karne ke liye hai or sab chije naturally use Karni chahiye ap apna dhyan rakhe apni skin ki care le apne pyaro ka dhyan rakhe or healthy rahe achhe dite se achhe khan paan se or sunnato pe chalne se kabhi in sha allah bimar nahi padoge

Post a Comment

1 Comments